How to manage market analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to manage market analysis
    jab hum demo use krty hain or achi earning krty hain daily market ko warch kr k analysis k bary main achi information hasil krty hain to jab apny experience ki base per trade lgaty hain to opposite direction main market chali jati hain. hum experience hasil krty time kuch miss rhy hoty hain jis ki waja sy hum achi trading nai kr paty. kindy explain karen k experience hasil krny k lie kia kia krna chaie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap jab trade kartay hain wo apnay anaylsis k mutabik ap ney kaha theek jaati hay baad mei direction opposite jaati hay asi baat nahe kahin na kahin ap kay analysis mei mistake hogi ap apnay anaylsis correct karain phr masla nahe hoga
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Bhai bat ye ha k is ki wajoohat ye hn k demo account bara hota ha r hmn loss ka mehsoos ni hota jabky real account chota ha jis mn thora sa loss b hmn mehsoos hota ha,doosra hum demo pr trading serious ho kar ni karty.matlab ye k real pr emotions involved ho jati hn jabky demo mn aesa ni hot.real mn hum jazbati ho jaty hn r sahi decision ni kar paty.jis ki waja sy loss hota ha.
      • #4 Collapse

        Bhai, experience wqt ka sth ata ha koi b trader ek din ma experience nai ho jata ha wo phly jb start krta ha to slow slow apna analysis ko market ka sth check krta ha ka wo market ka sth match krta b hain ya nai aur phr slow slow us ko experience a jata ha .
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai aksar aisa hi hota hai kay jab hum trade lagatay hain tou market opposite side pe chal parti hai aur uss ki main wajah yeh hai kay trade lagatay waqt hum jaldi kartay hain aur market ki favour mein trade laga detay hain aur news aur indicators ko follow nahin kartay

          اب آن لائن

          Working...
          X