100$ dollar ka account sa trader ko daily kia profit earn ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100$ dollar ka account sa trader ko daily kia profit earn ho ga
    agr new trader forex business main join krta ha aor trader 100$ account mai deposit krta ha to trader ko kitni earning daily ki possible ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear agar ap k pass 100$ ka account hai to ap aus par daily agar sirf 5$ bhi earn kary to ap ka aus par kafi zayda profit ban jaye ga monthly ais liay agar ap ais par trade karna chaty hai to ap gold par 0.01 se trade kary aor ais par trading karty rahy ta k ap ko ais mai account wash na ho aor profit bhi acha ho jaye.
    • #3 Collapse

      Hundred dollar ki investment se aap daily 10 se 20 Dollar easily kar sakte hain Agar Apke Pas Zyada acche experience hai to aap is Se Bhi Zyada Apne daily Kiya earning kar sakte hain Forex trading main aap aasani se earning kar sakte hain Jab aapke paas Jyada experience hota hai aur yahan par kaam karne ki bahut jyada practice Hoti Hai Tabhi Hum Par aapke profit Ki Koi Keemat nahi hoti
      • #4 Collapse

        mai ye samjhta hun kay as akabhi bhi ap nahe keh saktay kay daily 100$ se ap ko exact ya aik fix kitna profit hoga depend karta hay market ki movement pey then depend karta hay ap kitni trading jantay hain ap ka kitna experience hay
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..ye exprince par depend krta ha agr 100$ par 0.01 ki lot lgay gay to aglay month tak double honay ka chance ho skta ha
          • #6 Collapse

            Dear trader ap agr wisely trading kren market ka analyanalysis theek ho apka aur trade news ko b follow kr rhe hn to ap 100$ k account se b achi earning kr skte hn, meri advise ye hy k ap daily ka target 5$ fix kr len jb Target achieve ho jae trading stop kr den start me daily ka etna target kafi hy.
            • #7 Collapse

              dear ye sub to us pe depend karta hai k wo kitni achi trade karta hai. or waise bhi market ko judge kar k hi trade k jati hai. agar new trader hai. or us ko forex trading k mutaliq itna kuch nai pta to us ko loss bhi ho sakta hai. agar us ne apne account main 100$ deposit karwaya hai or wo ik acha trader hai. or market k hawale se kafi knowledge hai. to wo achi earning kar sakta hai.
              • #8 Collapse

                Bhai agar aap ka account balance 100 dollar hai tou aap din mein 10 dollar tou aasani se kama saktay hain aur iss kay lye yeh zaroori hai kay aap khoob soch samajh ker trade lagain aur start choti choti trade se lain ta kay loss kay chance kam hoo
                • #9 Collapse

                  hum us main acha profit tab he ker sagty hain jab humeri learning ache ho ge our hum us main ache strategy k sath kaam karein gay to pher he kum investment chahy wo 100 ki ho ya 200 ki us k oper hum achy dollars earn ker pain gay
                  • #10 Collapse

                    100 dollars kay account say daily ager 5 say 10 dollars ke earning ho jiye tu maire khayal mai kafi hai . lakin earning hamesha iss baat per depend karte hai ke trading kay doran app kitna risk laite hain. ager app thoray risk kay sath aur safe trading karin tu 5 to 10 dollars achi amount hai iss investment per.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: faraz786 پيغام ديکھيے
                      agr new trader forex business main join krta ha aor trader 100$ account mai deposit krta ha to trader ko kitni earning daily ki possible ha
                      Agar hamara pass 100 dollars hain or jamain avhi trading krni ati hai to ham 100 dollars pai 100 dollars sy bhi ziada earn kr skty hain laikin hamain trading krni achi chaye ta k ham achy traders bn skain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X