Stochastic Oscilliator ki settings or use kernay ka tareeka.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastic Oscilliator ki settings or use kernay ka tareeka.
    aaj may aap ko stochiastic oscilliator indicator ko use kernay ka tareeka batata hu ye mobile terminal per ziyada efficent hay jab aap indicators ko apply kernay lago to K period ka parameter 5 D period ka parameter 3 or slowing parameter bhi 3 ker dain phir is ki price fields Low/High ker dain or method exponential k bajaaye simple rakhain phir line styles may main line 2 pixels ki jabke signal line 4 pixels kr dain or levels 20 or 80 set karain jab apply ho jaaye to daikhna main line black hogi jo ke real price kay according move karay gi jabke signal lne next movement indicate karay gi us waqt tak order place na kerna jab tak signal line main line ko cross na ker lay ye m30 or h1 kay charts kay liye hay maine is say boht faida uthaya hay
    HIT THANKS if it was usefull plz
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Main Toh stochastic oscillator kijo default setting hoti hai usko he use karti hoon main uski setting ko change nahi kiya aur store sister ke sath mein relative strength index Kobe use karti hoon In Dono Ke combination Se Mujhe achha signal Milta Hai Jab dono ek signal provide kar rahe ho Uttar mai apna order open Karti Hoon otherwise nahi karti
    • #3 Collapse

      dear ais mai ye hai k hum agar apny indicator ki setting change karty hai to hum ko sab se phly ye pata hona chaye k ye jo setting hai ye kon kon se time frame mai kaam kary gi agar hum ne short time frame ki setting lagai hai aor bary time frame mai use karty hai to aus ka acha result ni ho ga.
      • #4 Collapse

        Dear aap ne bahut achi infirmations de hain aur aik zabardast indicator ko brief kya hay aur uss kay kya kya faiday hotay hain khoob zabardast tareeqay se bataya hai munhay aap ki post bahut achi lagi hai aur mein iss se faida uthanay ki koshish karun ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Always use this at m 30 h 1 or maximum h4
           

          اب آن لائن

          Working...
          X