Market ko continually watch karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko continually watch karna
    Ye buhot zarore hota hai k aap market say any time bakhabar rahe k konsa pair kes taraf ja raha hai market mai kya ho raha hai konse trend ban rahe hai market kes tarha react kar raha hai en tamam cheezo say apne aap ko bakhabar rakna buhot zarore hai q k agar aap continue market ko watch nahe karoge tau pir mushkil hojata hai market mai successful trade lagana

    IF You LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE AND THANKS BUTTON.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaha tak baat hai market ko watch ki to ais mai ye hai k agar hum ais mai continoius market ko dekhty hai to ho sakta hai k hum time se phly hi ais mai trade laga dey agar hum sabar kary to ais mai ye hai k hum market ko dekhty rahy to masla ni hota.
    • #3 Collapse

      boht achi information hay jis ki taraf aap ne tawajah dilai hay bilkul hamin every time market se contact rakhana parta hay ta kay us ki movement ko madday nazar rkha kar ham lot size aur trade laga sakin..
      THKS
      • #4 Collapse

        Aap ne theek kaha hai agar hum achay trader banna chahtay hain aur market se profit bhi gain karna chahtay hain tou aap ko market se bakhabar rehna chahyea news ko dekha karain strategies banaya karain aur analysis bhi kya karain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          jee ha sir apnay sahi kaha ha forex ma market ko dakhna chahiye qk market har second market move krti ha lakin jab agar apnay trade lagai ha to insan kud bhi wesy tention ma hota ha or wo bar bar market ko dakhta ha qk agar kabhi bhi kasi bhi currency ki news ajati ha to wo bhot move kr sakti ha

          اب آن لائن

          Working...
          X