Pc per screen shot upload karnay ka procedure
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pc per screen shot upload karnay ka procedure
    dear Pakistan forex forum members agar aap apnay pc koi thread generate kar rahay hain to is silsay main moderater aviz sir ka thread ka link dia hua hai aap is link ko open karain or phir easily pc per apnay Annaylis share kar saktay hain.
    Jab aap thread generate karnay kay liay post new thread per click kartay hain to wahan per option dia hota hai.
    Pics main daikhain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jo ap ne post ki hai ais se kafi new user ko help mily gi magar mery sath aik aor masla aa raha hai jaisy hi mai upload par click karta hu to pic upload mai error aa jata hai k ap jo pic upload kar rahy hai ye format thik ni hai jab k wohi pic baqi format mai bhi convert kar k check ki magar upload ni hoti.
    • #3 Collapse

      Yes dear main ne check kia hai ye link is main kafi sari malumat hain with short agar koi aviz moderater kay is link ko open kar kay read karta hai to kafi achay tareekay say post kar pay ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear aap ne bahut achi maaloomaat frahaam ki hain aur mein apnay kye dostoun se pooch chuka hoon tou mujhay koi nahin bata saka lakin ab mujhay pata chala hai lakin kya same procedure hum mobile phone per bhi kar saktay hain

        اب آن لائن

        Working...
        X