Difference between intra and inter day trading in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between intra and inter day trading in forex market
    Dear aaj main aap ko two types of trading kay baray main btaon ga
    1)intra day trading -- is ka matlab hai agar ham koi trade open kartay hain to wo aaj ki date main close kar daitay hain to is ko intra day trading kaitay hain.
    2)inter day trading -- is ka matlab hai forex trading main agar hamaray lot 1 din say zada open raiti hai weeks ya month to aisi trades ko inter day trading kaitay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ne jo baat ki hai bahot hi achi hai kun k hum mai se bahot sary traders hai jin ko ais k bary mai pata ni hota hai k hum agar aik lot lagaty hai aor wo kafi din hold rakhty hai to aus ko kai kehty hai ais ko intra day trading kehty hai aor ais mai banda tension free ho k sota hai kun k koi trade ni chal rahe hoti.
    • #3 Collapse

      Dear aap ki bat theek hai jo aap ne difference share kia hai forex trading main interday or intra day kay baray wo theek hai or interday trading mian lot agar 2 din say zada open ray jay to kuch broker per commission lagnay lag jata hai
      • #4 Collapse

        Aap ki is posts ke liye main aap ko thanks Kehte ho mujhe intratrade ka idea nahi tha ki Kisi kehte hain aap ki is sports se mujhe pata chal gaya hai ke entra trader Kaun hote hain aur day trader Kaun hote hain thank you for this nice post
        • #5 Collapse

          Dear treading kanye difference really very good explanation of intra day trading and inter day trading aur inter day trading 2 ya 2 se zayada aur 7 se kam din hoon tou inter daybtrading hoti hay aur agar iss se barh jaye tou phir week aur month mein chali jati hai
          • #6 Collapse

            ji bilkul bht acha question kia hai intra day trading daily basis ki hoti hai is per zyada tar scallper trading krtay hain inter day trading wo trading hoti hai jo week ya month tk ki trade hoti hai is ko zyada tar heavy invester kartay hain ya jin kim equity bht achi hoti hai
            • #7 Collapse

              meray dost app nay acha knowledge humera sath share kia hai but main us main thori correction karoun ga k intra day trading iak din main close trade ko khey hain jo hum short time frame main kerty hian our jo weeks our month main open rakhe jati hai us ko swing trading khety hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                Dear aaj main aap ko two types of trading kay baray main btaon ga
                1)intra day trading -- is ka matlab hai agar ham koi trade open kartay hain to wo aaj ki date main close kar daitay hain to is ko intra day trading kaitay hain.
                2)inter day trading -- is ka matlab hai forex trading main agar hamaray lot 1 din say zada open raiti hai weeks ya month to aisi trades ko inter day trading kaitay hain.
                intra day trading ka mtlb hota hae k daily tarding krna aur jo trade jis din lagaie jaey ussi din close ki jaey aur apki trade ik din sy ziada open na rhy issi trha itra week trading b hoti hae jiska mtlb hota hae k trade poora week open rehti hae aue ye tqribon long term trading men ajati hae aur ye barry trader krty hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikoum dear brother G dear aap ke bat kafi information hai aik din main jo trade hum lagaty hain us ke wo date hoti hai inter day trading main aap ke trade kafi dino tak chali jati hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X