oscillator indicators ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    oscillator indicators ki importance
    assalamualaikum dear respected members of Pakistan forex forum me apko aj is thread me occilator indicators ki ahmeit batata huj me ny almost har professional trader ko dekha hy hy k wo apni strategy me kisi na kisi oscillator indicators ko use karty hain so ap b opni strategy me ye indicators use karain ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bilkulntheek hai lakin mein hameesha easy aurnsimple trading hi karta hoon aur koshish karta hoon kay apni trade ko critical na banoun aur yeh indicators tou meine kabhi use nahin kye kyun may mujhay kabhi inn ki zarrorat mehsoos nahin hui
    • #3 Collapse

      Dear indicators forex mn bht importance role rakhty hn.ocsillator indicators sy humein market ka trend bataty hn.indicators use karna chahyei r har acha trader indicators ko use karta ha .
      • #4 Collapse

        Dear oscillating indicator ho ya koi bhi indicator ho wo aap ko previous market kay baray main hi btata hai. Future sirf aap market ki indicator ki shapes or cuts daikh kar strategy bnatay hain jis per ham prediction trade open kartay hain
        • #5 Collapse

          g ha dear ye to hai k her trader apny lehaz se kaam karta hai aor market mai trend ko smajhny k liay koi indicator use karta hai ta k aus se market ka andaza ho jaye k market ki kai state hai aor ais ne ab kaisy move karna hai agay ais se bandy ko thori bahot help mil jati hai.
          • #6 Collapse

            Dear har trader ki apni strategy hoti hai market say profit lainay ki lakin market zada tar indicator per tab trade daiti jab hamain insta forex account per trading kay waqat lagta hai kay is taraf jay gi. Lakin opposite ho jati hai
            • #7 Collapse

              ji bilkul indicators forex main bht importance rakhtay hain oscilotar indicator ki help se trading zayada achi ki ja sakti hai lekin is k lie kafi maharat ki zaroorat hain lekin is k sath sath kisi doosray indicator ki help bi zaroor leni chahiye takay galti na ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                ye bhe boht acha indicator hai us main ager app default setting jo k 5 3 3 hoti hai us ko 8 33 ker dain our daily H4 time frame main over bought our sath main divergences k over ap ko buy our sell ki kafi ache trades mil jain ge

                اب آن لائن

                Working...
                X