Greed during trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed during trading
    Aksar log trading k time greed karte hai aor buhot say trades ko greed ki waja say loss mai convert kar daite hai forex chuke buhot profitable business hai es leye es mai greed ka level be kafe high hota hai lekan aksar ye greed he humko loss daite hai es leye ache trading agar karne ho tau greed ko must control karna parega

    IF You LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE AND THANKS BUTTON.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear greed during trading bot he buri bala hai kiun kay greed tab he hota hai jab aap emotional base trade open kartay hain or lot size increase kar daitay hain jis ki waja say account wash hota hai
    • #3 Collapse

      dear agar hum ne koi trade lagai hoi hai aor ais mai ye hai k hum ko agar thora profit ho raha ho to hum aus ko close ni karty baad mai wohi trade loss mai chali jati hai aor hum ko kafi zadya loss deti hai jis se hum ais ko loss mai hi close karty hai ais tarha agar hum greedy ho k kaam kary gay to apna loss hi kary gay.
      • #4 Collapse

        sir forex ma agar ham greed krty ha to apko loss bhi ho sakta ha islay hamay loss say bachna chahiye takay hamri beshak choti si invesment ho lakin wo bhi ham greed ki waja say loss kr jaty ha islay apko kabhi bhi trade laganay ki waqt greed nai krna chahiye qk ap thora thora krky apna profit wala target ko pora kr sakty ha
        • #5 Collapse

          Dear lalach tiu bahut burri cheez hai aur iss ney tou baray baray sultanoun kay takht ulta dye hai aur humaray deen islam mein bhi iss se bachnay kay lye kaha gya hai aur trading mein tou agar aap lalach karain gay tou aap ko bahut bara loss ho sakta hai
          • #6 Collapse

            During trading insta forex bonus account main greed nahi karna chiay kiun kay is waja say ham lot increase kar kay apnay risk main izafa kar daitay hain jis ki waja say hamain kafi loss hota hai. Or loss ko recover karnay ki khatir by mistake wrong decision hamary bonus account ko wash honay tak lay jatay hain
            • #7 Collapse

              Her traders ki sab sy beri khami yeh hy k wo forex trading main trading sy jo profit ly rahy hoty hain wo ziada profit kamany k chakr main apny profit ko loss main ly jaty hain agar traders lalach na karain ziada profit k chakr main to ap yaqeen kr lo kisi bi traders ko forex trading main trading sy loss ni ho ga
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein sab se ziada loss greed ki waja se hi hota hy aur forex trading business mein jo bhi new trader hoty han wo hi ziada greed kartay han aur ziada loss un ko hi hota hy is liye agr new trader ko kaamyaab trader banny k liye greed se bach kar trading karni ho gi aur greed se wo learning hasil kar k hi bach saktay han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Forex trading business mein agr kuch hasil karna hy tu greed se bach kar trading karni ho gi kiok forex trading mein sab se ziada loss js ki waja se hota hy wo greed agr greed se bach kar trading karain tab hi profit earn kar saktay han

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X