Advantage and disadvantages of bollinger band
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Advantage and disadvantages of bollinger band
    Bollinger band aik aisa indicator hai jo maximum log use kartay hain.
    Lakin advantage ye hai kay agar price range main move karay ya side by side market moment ho to ham bollinger band say trade lay saktay hain.
    Lakin disadvantages ye hain kay ye indicator strong trend main aap say mistake bot karway ga. Is kay liay experience hona chiay aap ko is indicator per trading ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bollinger band ya koi bhi indicator ho us ko use karne k lye bohat si baato ka khiyal rakhna hota hai jaise k news ka news k time pe koi bhi indicator sahi prediction nahee kar paata aor naa hi koi candle stick pattern sahi kaam karta hai jab kisi indicator se kaam lena ho to pehle poore week ka news shedule dekh lena chaye k jis pair pe aap trade open kar rahe hain us ki koi khas news to nahee hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
      Bollinger band aik aisa indicator hai jo maximum log use kartay hain.
      Lakin advantage ye hai kay agar price range main move karay ya side by side market moment ho to ham bollinger band say trade lay saktay hain.
      Lakin disadvantages ye hain kay ye indicator strong trend main aap say mistake bot karway ga. Is kay liay experience hona chiay aap ko is indicator per trading ka
      Jo bhi indicators hain un sab ka bohat faida hota hai or kafi loog alag alg indicators use krty hain or har indicator kabhi sahi bta daita hai or kabhi us indicator ka btaya hoa ghlata b ho skta hai is liye traders ko khud bhi daikhna chaye k kia trend hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Ya ayk indicarer hy is or kam krny k liya is ka knolige hona zarori hota hy agr is ka hamy nai pata hoga k is my kehdy kam krna hy yo hamy is my kamtabi kabhi kisi sorat my bhi ai mil sgti hy is liya is ko phly achy sy sekh ly phr is my kam kry our is my bhot muahkil hota hy kam krna
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Bhai, Bollinger band ek short term indicator ha ap es ka sth sirf 30, ya 40 pips gain kr skta hain ya es ka maksad ha aur wasa long term aur ka liya price action best chez ha aur Bollinger band ka liya apko her online hona.parta ha laken price action trading ma ek dafa trade laga kr offline b ho jyen to koi tension nai hoti.
          • #6 Collapse

            Dear aap ki baat bilkul theek hai aur bolinger band aik bahut hi zabardast indicator hai lakin mein pahele bhi bahut martaba bata chuka hoon kay aap ko indicators aur news per bilkul depeend nahin karna chahyea balkay khud analysis kar kay trade karain
            • #7 Collapse

              Yes aap ki bat theek hai kay hamain bollinger band ko all in all nahi samjhna chiay agar hamain insta forex bonus account ko save karna hai to trading kartay waqat 2 ya 3 indicator per jab mix signals generate ho rahay ho to tab trade open karni chiay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Je bhai ap ne theek kaha aur jo explain kia bollinger band I dicator usage ko wo b useful hy lekin experienced traders k leay keun k new traders ko starting me hi indicators ki bjay self analysis aur forex news ko follow krna behtr hy jis se unko experience gain hoga.indicators ki practice demo pe jari rkhni chaheay.

                اب آن لائن

                Working...
                X