After loss kya karna chaheye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    aslam o alikoum dear brother after loss y daikhana zarori hai kay aap nay mistake kahan ke hai us aur mistake ko ksy khatam kai ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      1st of all trading agr planning say ki jaye to loss k chance kafi had tak kam ho jatay hain. Lekin agr loss ho jaye to us k bad sirf pachtawa he reh jata ha. Aksar me nay daikha ha k log bonus miltay he bri bri trades lgana shuru ho jatay hain ziyada profit k chakar main aur account wash ho jata ha aur phir loss k bad next bonus ka wait krtay hain. Loss k bad apna analysis krna chaeay aur apni ghaltion pay nazar saani krni chaheay.
      • #18 Collapse

        Forex tradin business mein agr kise ko loss hota hy tu us ko cahaiye k wo us mistake ko dekhen js ki waja se loss hota hy ki agr loss hota hy tu kise mistake se hi hota hy mistake ko dekh kar cover karna cahaiye aur jab phr trade open karain tu us mistake ko nhi karna cahaiye aur us mistake se kuch sekhna cahaiye tab hi phr loss se bach saktay han
        • #19 Collapse

          Forex business mai agr ap ko loss hota hai. Tou ap koshish kray k forex market ki learning hasil krasy. Es kay bad senior trader say discuss kray. Jis say ap forex market mai strategy ban kr trade kr sakty ho. Jis say ap ko forex market mai profit ho gy.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Bhai jan mjhy lagta hay kay loss kay bad app ko sabar rkhna chye loss kissi k liye bhi etna easy nhi hota but yeh forex ki another side hay agar app forex main atay hain aur app money management ko follow nhi krty to yeh app ki sab c badi bhool hay app ko chahye kay app ko money management ko follow krn ic ka faida yeh hga kay app k account grow kry ga agar app ki trades 10 mn say 5 bhi profit main jati hain to

            اب آن لائن

            Working...
            X