The First Strik Is Always the key Of Success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    gee bhai ap ne sahih bat kahe he keh trading mein success hote he jb ham apne trading ke important chezon ko smjhein ge aur apne tradingmein success ke lie market ko analysis krein ge aur apne trading mein jo chezein success ke lie zarort hote hien un ko pora krien ge to success ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Bgai g forex trading bohatvhe acha busniss hy jis sai apki earning hoti hy lakin yahan per ap is ko seekh ker karain tu ye apko kahi sai kahii poncha da ge lakin ager is ko seekha bagair karo ga tu loosess he karo ga
      • #108 Collapse

        I agree to you.Forex trading mai hr trader ko starting mai loss or bohat c difficulties ko face krna pr skta hai lakin agr isi hard work k sath trading krta rhay kbi quit na kray to trader ko trading say kafi kuch learn krnay ko mil skta hai or achi knowledge k sath trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai/
        https://t.me/pump_upp
        • #109 Collapse

          yah bat to theak hai koi b cheeze ho to jo pahly strke hai ya pahly impression hai wo best hota hai us se dicide hota hai k ap next main us kam ya us person k sath kaisa behave karian gy is lai lazmi hai k koi b kam ho us ko hamiat se start karain
          • #110 Collapse

            G haan bilkul ye baat bilkul theek hai k ap tab hi zaiada acha earn kar sakein gain jab ap bharpoor mehnatse kaam karein gain , aur start hi main mehnat karna shuru kar dein ,jald na sahi ti dair se hi sahi lakin apko kamyabi zaroor ho gi.
            • #111 Collapse

              hamesha sahi waqt per trade banda le to us ko lazmi hai 100% kamyabi milna or forex ke business me bhi aesa he hai sab samne he hota hai aap ke bas sahi waqt ka wait kar ke aap ko market me soch samajh kar chalne ki koshish karni chahiye .
              • #112 Collapse

                agr hum trade main learning kar kay kam karty hain to humain achi earning hasil ho skti hay magr humain risk hota hay or humain is main learning kar kay trade main kam karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #113 Collapse

                  Mery bhai jesa ky first impression is the last impression isi trah humen forex trading ma bhi apna knowldge aor experince improve kren demo account ma trading kren insta forex ka demo account bnain aor real account jesi complete trading kren
                  • #114 Collapse

                    g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses se lessn learn akrena ur ap is business ko deeply seekhen sahi se iski practice karke.
                    • #115 Collapse

                      agr hum forex main new hainto koe issue nh hai jb hum forex ko join kar laity hain to hum learning main lag jaty hain step by step agy move krty hain to humen bht kuch seakhny ko milta hai hum pory interest k sath apne mahnat ko jari rakhty hain to hum experience hasil kar k aik na aik din zror expert b ban jaty hain to hum new trader sy expert ban jaty hain ye sub humri musalsal koshish ki waja sy he hota hai..
                      • #116 Collapse

                        Gee mery Bhai ap Ku baat durast hai likan Forex market ak risky business hai. Es mai kam krnay ky lye him ko es market mai complete analysis say kam krna hai tou him es market mai kamyabi ho gy.
                         
                        • #117 Collapse

                          Forex main failure wo hota hy loss k dar say forex business ko chour dita hy our wo looser hota hy koin k thora boht to loss us main hota rheta hy part of forex business hy try try again for real success.
                          • #118 Collapse

                            yes nakaami se hi insaan kamyabi ka raasta paata hai is liye shuru main losses se mat ghabrae balk try again and again kare aik din zaroor success mile gi aor aap apni life ko change kar sake ge
                            • #119 Collapse

                              Ap ki baat theak hai likan ap ko pata hai k es market mai srif wo log he kamyabi hasil kraty hai Jo es market mai srif aur srif analysis say kam krtay hai. Es ki earning bhe zada hoti hai aur loss bhe kam.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Gee mery Bhai ap Forex market strik ky mutabiq kam na kray. Bikulk ap es market mai srif strategy ky mutabiq kam kray. Tou ap es market mai ak achi earning hasil kr sakty hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X