Gold trading easy ha ya mushkil?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading easy ha ya mushkil?
    Salam to all of you.
    Ap logo say me pochna chahta hun jo forex main experienced log hain. Agr kisi nay gold pay trading ki ho aur koi tip dena chahta ho to please share kray
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaha tak baat hai gold par trading ki to ais mai kaam karna asan hai magar ais mai ye hai k agar ap k pass bonus zayda ho to ais mai kaam karna kafi zayda asan hota hai ais liay ais mai agar ap kaam karty ho to ap k pass margin zayda ho ga to ap kaam chal sakta hai ais mai.
    • #3 Collapse

      Gold trading dost easy nahe mera jes month bhe account wash hoa hai wo gold main trade kerty waqt hoa hai our ager main currency ya oil main trade karoun to mera account kabhe bhe wash nahe hoa hai
      • #4 Collapse

        Bhai gold mein trading mushkil hai kyun kay gold ki market mein movement bahut tez hai aur iss mein profit bhi jaldi hota hai aur loss bhi jaldi hota hai iss lye iss ki trade experience se hi lagai ja sakti hai aur iss kay lye aap ka account balance bhi zayada hona chahyea ta kay account wash na ho
        • #5 Collapse

          Vesy tou ap agar gold main trading expert ho gaey hain tou gold ki market bahot zyada movement kerti hai aur thory time main kafi achi earning ki ja sakti hai but agar apko experience nehi hai tou same trading sy apka account bahot jald wash bhi ho sakta hai isliay gold main trading mushkil kam hai
          • #6 Collapse

            Dear frend mery khayal mai to gold ki treading bhot mushkil b hai or bhot easy b hai mushkil aisy hai k jab ap ko os ka experions na ho or ap ka account balance b kam ho or ap tuky sy kam kar rahy ho or easy un logo k liye hai jo eay samjhty hai or jin ka balanse b zayda hota hai or uny account wash hone ka koi dar nai hota .kun k gold ki movement bhot taiz hoti gai or account wash hone ka b dar hota hai.
            • #7 Collapse

              dear gold me trading krte waqt news aur market ki up down per nazar rakhy lagy ky gold pareise gireen gay to furn sell krdeen gold sal me 3 dafa high level per jata hai is ka dihan rakhyn
              • #8 Collapse

                W.salam dear.
                Gold ki trading bohat risky hy forex trading me es ki wja ye hy k gold ki movement bohat sharp hoti hy bohat se new trader gold me account wash krwa lete hn, start me aesi currency choose kren jo zeada time stable rehti ho.agr gold pe trade lgani hi hy to lot size all rkhen.
                • #9 Collapse

                  luck kibat hai agr aap ki gold per trade achi lg jati hai to wo aap ko profit dany k sath easy bhi lgy gi agr aap ko loss dati hai to mushkil lgy gi. gold per trading k liye zrori hai k hamary pas lot achi ho or trading per grip bhi achi ho...
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                    Salam to all of you.
                    Ap logo say me pochna chahta hun jo forex main experienced log hain. Agr kisi nay gold pay trading ki ho aur koi tip dena chahta ho to please share kray
                    Forex trading Mein sabse Mushkil trading karna gold Mein Hai Kyunki gold Mein movement Bahut pehle se hoti hai aur Agar Hamare Paas proper knowledge Na Ho To Hame bahut jyada loss PO sakta hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      gold ki trading kafi tuff hai Q k es main kafi ziada investment ki zarorat hoti hai or sath sath ap k pass skills b hona chye.Q k gold ki market bht he bari hai or prices up and down bht speed se hoti hain.agr ap k pass 1000$ hon to ap 1 achi trade kr skty ho choty lot size ki.mgr market main trend ji hisab se change hota hai us tra to bs ap k pass bht sara knowledge ho to profit ho skta ha.
                      • #12 Collapse

                        Gold ki trading pay suna ha profit / loss bahut jaldi hota. Lekin mera kahyal ha gold pay trading krna bewqoofi ha gold pay trading jua type ha minto main apki amount ya double ho jaye gi ya zero. So me to yahe kahu ga k gold pay trading say avoid kea jaye.
                           
                        • #13 Collapse

                          dear na gold par trading asan hai na baqi pair par apka liya trading tabhe asan hai jab ap ka pas knowledge hoga tabhe trading apka liya asan raha ge warna otherwise trading ha he mushkil.
                          • #14 Collapse

                            Gold per trading karna Aasan Nahi Hai colbert reading karna bahut jyada Mushkil hota hai gold market bahut zyada fastly karti hai aur Apna trend change karti rehti hai Jiski wajah se traders Koi Yahan Par kaam karne mein bahut Mushkil hoti hai aur bhai log Jyada accha kaam karte hain Jo Yahan Par Jyada experience hota hai bahut jyada accha kaam kar Baithe Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Wa alaikum us salam brother gold trading easy bhi hai aur mushkil bhi hai lekin asan ase hai ke agar ap gold trading ko asan banana chahte hain to apko is me kafi big equity chahiye hogi lekin agar ap is ko mushkil karna chhate hain to small account se bhi ap risk le sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X