dushman in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    mein samjhta hoon tradings krty wakat hmara sb sy bada enemy maloomat aor tajruba he jiss sy hm lose bhi kr sakti he aor fayda bhi bas aapne enemy ko end karo aor iss Forex sy fayda othaeo.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      bro main es barey mein zaidaa to nahe jantee hun kayon kay mein abi iss karobar mein absolutely naye hoon lakin jahn tak mujhy pataa hai, to shed bahee hamraa Forex mei dusmaen zaidaa tar hamraa maend he hotaa hai, go hamey kbh kabhee lalach mei uksataa hai
      • #483 Collapse

        Mujhi go ab tk lose huwa ha, us mein do reasons included hein aik lalach ke reasons sy mein ny shuru mein jb bhee lalach kia to mujhi loss huva ha, aor gold ke market ko sai tur par anlysis nahe kiya or kaam raqam hony ki bawaejood me uss par tradings ke aor mujhi loss huva bhaut bar.
        • #484 Collapse

          Forex me hmara sb sy bada enemy hmari lalach ha, us ky elawa ap ky freendz bhi hao skti ha, go phli sy Forex main kaam kr raahy ha, kch frndz aisi hotey ha, go kbi ni chaeiye gay app on say zeada kama e.
          • #485 Collapse

            haan g b , Forex me hmaer sab sey baree enemy lalach aur jazbaat hai, go hmari success ko raktee hai, hamain chiyaa keh ham es both chizoon ko sambhalna miaen direction r hmen tradings karna hoogee otherwise ham kbhee koch nahi kar skty yahee sentiments enemy hai
            • #486 Collapse

              Mere khiyal se sab se bara doshman aapka nakas knowledge hai iss main uar us k baad aap ka lalach kar jana agahr aap in 2cheson.se bach k kam karen tu yaqeen.jane aap se bara kamyab nahi ho ga koi iss main apna knowledge bohat barhaien uar aap lalch se bohat door rahen stress free reh k kam karen
              • #487 Collapse

                brother Forex ky buesness me hamaen kabhi bhi bewqoofee nahi krni chaeiye balkaey always dyaen kei saath struggle aor lagaen keh saath kaam krna chaeiye to tub hm successfull hao skin ge or es keh alawa lalch bhee hmara bahot bada enemy ha, iss buesness mei jisey door rehna bhut more aham ha
                • #488 Collapse

                  ji forex mein humara sub se bada dushman hum khud hi hain trade planning mein humara spread bhi nhi huta hume uss ko ignor nhi krna chahiye aur dosra leaverag ko nhi bholna chahiye
                  • #489 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Babarkhan8384 پيغام ديکھيے
                    ji forex mein humara sub se bada dushman hum khud hi hain trade planning mein humara spread bhi nhi huta hume uss ko ignor nhi krna chahiye aur dosra leaverag ko nhi bholna chahiye
                    ge han bhai ap ke bat acha he keh hmein apne trading mein ache planing krne lazme he aur hmein apne trading mein leverage ke istemal ko smjhna he aur hm apne forex trading mein lalch na krein aur apne forex trading mein jldbaze na krein in ke waja se hmein apne trading mein nuksan hota he es lie hm in ghlt chzeon ko apne zhn se nikal kr apne trading ache tareeqe se kr ke acha profit kama skein ge
                    • #490 Collapse

                      Forex me kiya dushaemn hao stkaa hai, Forex mei ghlt kaam karna hi enemy hao sakta hai, aur iss mein go aapna kaam good na krtaa hai wo phr lose mein jaata hai, aur lalach bhee traders kaa enemy hotaa hai
                      • #491 Collapse

                        forex trading main trend dushman bhe hay and dost bhe agr hum jis currency main trade karty hain is ki market price yani trend ko samny rakh kar trade open karain to 80% chance hota hay ap ki trade profit main close ho gi and is kay sath sath agr take profit ka option use kia jaye to aur acha result nikly ga
                        • #492 Collapse

                          I think is the trend of the own main enemy if we trade in same direction of the trend then we have see that some of the time direction of the market is chanfe then we have get lott of the loss in the forex market we have no chance to leave the forex msrket
                          • #493 Collapse

                            mere khayal se forex trading business main jo hamra dushman hai woh greedy trading hai kiun k bohot se trader forex trading ko join karte hi iss main aik hi din main big earning ka sochte hain aur greedy trading kar k apna sara paisa loss main le jate hain.
                            • #494 Collapse

                              dear jahan tak forex main doshman ki bat hai to kuch aisa nahe jo khud b khud ho jain forex main jo b hota hai wo ap ki eyes k samny hota hai or ap khud karty hai . is lai mery khyal main forex main sab se bara dushaman ap ka lack of skill hai or agr ap with out training forex main enter ho jaty hai to ap k lai yah kafi hai dushmain ka toor per
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Forex market mai tading krtay waqat hum ko profit bhe ho sakta hai ya phr loss. Likan jo bhe forex market mai working market kay trend kay mutabique ho tou wo forex market mai kamyabi ho gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X