dushman in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Dear good question i think Forex trading ka sab say bara dushman greed hai.Kiun k greed say aksar log apna account wash kar bethtay hain or phir Forex ko bura bhala kehtay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Dear ap ka question acha ha lkin ager humary pass knowladge nor experence na ho ga to y humari ghalt fahmi ha k hum kamyab ho jain gian lalch or zayda profit ka lalch hum ko dobay sakty hain dear
      • #378 Collapse

        good dear ap ki thread achi lagi forex main humara dushmin hum khud hi hota hai humara under ka insaan hotahai jis main greed ho jis main emotional ho jis main sabr na ho aur you forex ko gambling samj k kara na k business smj kar
        • #379 Collapse

          dear brother forex trading ma ap ka sab sa bara dushman lalach ha ager ap trading krty waqt lalacha ma aa jaty ha to ap ko lost sa koi nai bacha sacta ha to lihaza trading krty waqt jitna ho saky lalach sa bacho or samjh dari sa kam kro thora thora profit earn kr la bus ta k ap ko ziada sa ziada sikhny ka time r profit earn ho saky
          • #380 Collapse

            Is business me hmara sb se bara dhusman greed ha isi liye hmen chahye k hm is business me kabhi bhi greed se kam nah kareen kyun k agr hm is business me greed se kam karty hain tu hm is business me kafi loss kar sakty hain ...
            • #381 Collapse

              ASSALAM O ALAIKUM
              g bhi jan forex mein hamara sab se bara dushman hai lalach aggar ap lalach nai karein ge to kamyab ho jaein ge warna....... mushkil ho ga
              • #382 Collapse

                Is business me hmara sb se bara dhusman greed ha hmen isi lie is business me greed se kam nahi karna chahye kyun k agr hm is business me greed se kam karty hain loss ho jata ha sari investment isi liye hmen is bsuiness me greed sb se bari dhusman haa
                • #383 Collapse

                  forex mein humara sub say bara dushman humari woh kamzori hai jis ki waja say humein loss hota hai or hum uss mistake ko paker nahi patay
                  • #384 Collapse

                    forex mein hmara sb se bara dushman hm khud hi hoty hn kyu k hmary hi kisi na kisi decision se ap ko profit ya loss hona hota ha. is liye ap khud py control karein or khud ko forex mein expert karein phir hi ap forex mein earning kr skty hn.
                    • #385 Collapse

                      Forex mein humara lalach hi sab se bara dushman hai, agar hum khud ko control kar len to achha khasa profit kama sakte hain.
                      • #386 Collapse

                        forex trading mein ap ki greed aur emotion ap ka enemy hai jo ap ki skills aur ap ka capital ko finish karty hai aur ap ka lack knowledge be bht zada dangerous hai hamay mistakes sa avoid karna chye
                        • #387 Collapse

                          Forex trading main kam information or experience se trading start karna or Forex trading main emotion or lalch ye sab Forex trading main achy profit able trading ke dusman hain
                          • #388 Collapse

                            slaam Dears , forex me passa bhot ha forex ka sub se barra dushman wo ha jo forex ko nockssaan punchata ha is ka sub se barraa dushman ha is ko chayee k forex ko losse na punchyee thankx
                            • #389 Collapse

                              discipline in achieving current profit and loss discipline, that's the system that I think we should wake up. discipline and patience key but to do so feels very heavy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                my dear meri nazar me forex me humara sab se bari dushman greed hai kiun k agar hum apne emotions ko control me na rakhen tu hume zaror loss face karna parta hai forex me khud per control rakhna bht zada zarori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X