dushman in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    mere khayal mai forex mai insan ka sab se bara dushman hai insan ki greed insan ki greed us ko dabah kar keh rakh deti hai iss liye insan ko forex mai kabhi bhi greed nai karni chaiye warna insan ko boht zyada loss ka samna karna parh sakta hai insan ko loss ko manage karna ana chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      aap tek kah rhy han ya humery buiness mein sub sy barh dsman hy agr hum nay bawkufi kar le to hum bhot barh apna loss kar skhtay han.
      • #363 Collapse

        i think in this business hamara sb sy bara dushman greed hai kiu k agr hum greed k sath trading kry to hum over confident ho jaty hain or jald bazi main boht sy ghlt faisly krty hain jis sy hum ko boht nuqsaan hota hai
        • #364 Collapse

          g han han han dost ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur m,jy b yahi lagta ha ka forex ma aik risky bussiness ha aur han dost agar mara yaha pa trading krty howay koi dushman ha tou wo sirf aur sirf knowledge ha kiu ka aksar ma confuse ho jata hu is ma aur is liye mjy learning zada krni hoti ha..........
          • #365 Collapse

            jahan achhay loag hoatay hain wahan kali bharrin bhe hoati hain trading kay doran agar koe trader achhi income kar raha hay tos kay bahut say dushman bhe ban jaatay hain jin ko nukssan ponchanay main fiada kuch nhe hoata liakin wo doosray trader ko nuksan ponchahtay hain
            • #366 Collapse

              In my thinking that the Forex market has the two dangerous things greedy and fear. We want to success in this market then we are workbib this market with the patience.
              • #367 Collapse

                Meri nazar m Forex k doraan sub sy bara dushmun kum ilmi ghyr tajarba kaari hy jis ki waajaa sy hum bht nuqsaan uthaaty hy
                • #368 Collapse

                  Mere dost forex trading kay business main hamara sub say bara dushman koi or nahi balky hamari apni lalach hai aksar traders forex market main sirf isi waja say he fail hoty hain kay wo forex market main baghair sochy samjhy lalach main akar ziyada kamany kay chakkar main wrong trades open kardety hain or fail hojaty hain.
                  AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                  • #369 Collapse

                    Well as per my own experience and understanding our biggest enemy in this business is greed and fear, i have so many traders who ae loosing their money due to greed and greedy attitude, and due to having fear people avoid to invest their capital in live account.
                    • #370 Collapse

                      well my dear friend, hum nay aksar ye kehtay huey aur bohat dafa yahan kafi threads mein read bhi kia hoga kay Forex mein greed, impatience aur lack of knowledge hamara sub say bara dushman hai tou ye sahi hai aur hum apni bewakofi ko bhi keh saktay hain kyun kay ager hum bar bar aik he mistake kar kay nuksan uthtay hain aur uss say lesson learn nahi kartay hain tou ye hamari bewakofi he hoti hai...
                      • #371 Collapse

                        Sab se bara dushman forex main Emotions hain kun keh jab hum emotions ko control nahi karte to big loss ho jata hai. Aur jab tezi se earning ki koshish kartey hain,:p
                         
                        • #372 Collapse

                          Forex main trading krtay waqt mere nazdeek to sb se bara dushman knowledge or experience ki kami hai is k ilawa greed b
                           
                          • #373 Collapse

                            forex trading aik business ki tarha hay aur jis tarha har business me starting me success earn kar ne kay liye hum apne goals set karte hain esi tarha forex trading me bhi success kay liye goals set karna bohat hi zarori hay.
                             
                            • #374 Collapse

                              agar humrah kio dumsan hay tu who jo hum business may greedy karthy hay agar hum business may kabi bhi lalach na krian tu humy zayda say zayda profit hasil hota hay greedy business may humri sub say bari dusman hay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Indeed, in my view, it is why, if our foreign enemies of the lack of knowledge of the complex knowledge of the foreign exchange losses on our foreign currency, then we do not know the technical act of good technology and we do not lose

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X