dushman in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhai wese tau hamare forex mein buhat sare dushman hain jesa k emotions, knowledge ki kami, practise ki kami wagaira lekin sab se bara dushman meri nazar mein greed hae q k greed karne se kabhi b profit haasil nahi hota bul k insan jald baazi mein apna loss kar leta hae aur bad mein bhet kar pashtata hae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      forex trading mai hamra sab say bara dushman greed hain aor es kai baad emotion hain hamy chahyie kai ham forex tradinag mai greed na kary aor trading kai doran apay emotion ko control rakiihy aor patience say kaam kary
      • #198 Collapse

        g han brother har business me insan ka koi na koi dushman zaror hota hai har admi ka koi na koi dushman zaror hota hai isi tarha forex me hamara dushman hamara lalach hai
        • #199 Collapse

          Forex main ap ka sub say badha dushman ap k emotions hain es say ap ko loss hota ha,or agr ap apny emotions per control kr lain toh ap ka loss km ho sakta ha.
          • #200 Collapse

            bohty sary logon ko forex mn greed ki waja sy nuqsan hota hy
            is k elawa lack of experince r knowledge ki waja sy b bht sary log forex mn lose utha chuky hn
            hmen in sy bchna chahye
            • #201 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: owais2014 پيغام ديکھيے
              forex mein sab se bara dusman ap ka emtional hai es se ap ku loose be ho ga aur kafi ziyada es mein succesful honay k liye ap ku sabar se experience aur knowledge se work kary thankful for question
              forex main hmara sab say bar adushman hmara attitude hay agaer hum greedy hain tab bhi humain loss hoga agar hum shortcuts k zarye pasy kamasna chahty hain tab bhi humain loss hoga so mara attitude positive hona chahye or humain chahye k huma apna kaam pora kar k hi pasy earn karain
               
              • #202 Collapse

                dear Forex trading ek khubsurat business hai and is main hum sab as a family ke tarha hain is main hamara koi bhe dushman nai hai just greed,,,,,tension,,,na akalmadi,,,,yahi is main hamary dushman hain so avoid these.......
                • #203 Collapse

                  ammmm muje to forex pak me koi dhusman nahi lagta hai ager ap greed karty ho to wo apki propblem hai warna hum chahe to bht acha earn kar saktey hai ye bht h acha hai business.
                   
                  • #204 Collapse

                    Bhai jan ye bat such ha k jab tezi se earning ki koshish kartey hain aur is doran agar market hamari against ho jaey to sab kuch loss ho jaey ga
                       
                    • #205 Collapse

                      greed is the most power ful enemy in forex, this has a great power for your loss, this can not give you any chance to over come him because this is too much heavy for traders to control it, so beware of this enemy
                      • #206 Collapse

                        Bhai jan agr ap phr b dil karta hai trading k leee phr zehan mai yee target rakooo etna loss mai bardasht kar sakta hu agr nahi phr yeee sab sy zaida bewakofi hugy
                         
                        • #207 Collapse

                          ji bhai jaan..ap ne ek bohot hi achay point par roshni daali hay apni yeh thread ky zariye se .. lekin bhai main yahan par naya hun is liye mujhy is baaray main zyaadah kuch nahi pata hay...
                          • #208 Collapse

                            friends in my point of view forex kay business mai ap ka aik hi dushman hai or wo hai lalach jiss ki waja say ap kabhi kamyab nai hoty or loss hi kerty hai loss say bachny kay kiy ap ko greed say door rahna chahy
                            • #209 Collapse

                              forexx may hamara bara dushman mery khayal sy greed aur tezzi karna hain yanii in dono say humm forexx may nechay hi jaeyngaa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Boss mere khayal se to humara forex py dushman lalach hai or hum us ko agr us ko bhol jain to hum apne maksad mei easily kaamyab ho sakty hai Q k hum forex py kaam kar k apni life ko change kar sakty hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X