dushman in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex ma aap ka sub se bara dushman aap ka lalchi pana or emotion khoo dena ha agar aap in cheezon se bach jate hain to aap ka dushman koi nai bachta is lye aap ko chaye ke aap in cheezon pe control kar ke kaam karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mehmood670 پيغام ديکھيے
      in my point of view that in forex business or almost in every business of the world, greed is the main enemy of the forex business, if we have good and solid control on greed, then surely we will become good and expert trader of the forex business, because greed is worst enemy and it is curse.
      bhai jan anti forex trading attitude and behaviour hota jese kah trader ko greedy nhi hona chaheya ha wrna woh odd trades open krta ha extra pressure nhi lena chaheya ha apne app ko work sa overburden nhi krna chaheya ha and proper strategy ka sath trade krna chaheya
       
      • #168 Collapse

        forex par hamara sab se bara dushman lalach hai agar ham lalach pe kabo pale to achi erning ho sakte hai
        • #169 Collapse

          mean dusman is greed ager ap ny lalach py qabo pa liya to to ap ny is me kmyabi ki bunyad rakh di hy or ager nahi to ap is me kabi kamyab nahi ho skty us k ilawa market ko thek sy analysis na krna bhi loss ki wajah banta hy
          • #170 Collapse

            forex may agar humrah kio dumsan hay tu who jo hum business may greedy karthy hay agar hum business may kabi bhi lalach na krian tu humy zayda say zayda profit hasil hota hay greedy business may humri sub say bari dusman hay
            • #171 Collapse

              in my point of view the big enemy in the forex is the only one which is the lack of the knowledge if we will do the trade without the skills or if we will trade with the little knowledge then we will just face the loss
               
              • #172 Collapse

                mery khayal sy bhai forex trading ky doran jo cheez hmy nuksan pncha sahte hai yah pnchate hai wo hai hmare lalach or hmare jald bazi hm loss m chal rahe trade ka bohat w8 krty hai ky market hmare favour m ay ge ay ge or is trha loss bohat increase hojata haimlykin profit b chal rahe trade ham jaldi bnd kr daity hai k kahen market hmary opposite na chle jay yah cheez bohat nuksan dai hai.or zada kamny ky chakar me hm loss krwa lyty hai yah lalah ni krne chaiy
                :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                • #173 Collapse

                  mere nazar ma forex ma ap ka sab se bara dushmin greed/lach hoti ha kun ka greed ap ko apni por earning se mahrom kar sakhta ha leken ek or dushmin ap ki kam knowledge hoti ha forex ka bara ma yeh bhi ap ko doba sakhti ha forex tradfing ma
                  • #174 Collapse

                    Forex mai sab sy bara dushman humara ju hai wooo hai la-lach hai q k eik target rakna chahieee wooo jab pura hu jaee uss k baad
                       
                    • #175 Collapse

                      main samjta hun k greed forex k buisness mein hamara sab say bara dushman ha jis ki waja sy ham kamyab nai ho pate hen is liye humen greed ko zaror avoid karna chahiye aur dhyan k sath kam karna chahiye
                      • #176 Collapse

                        forex may hamara sab say bara dushman hamra he grandness hay. usually ham loss is he waja say karty hain. Agar ham target point out kry oor goal place kary . tho ham hamesha nuqsan say bach jaty hain
                        • #177 Collapse

                          arslaanbabar ap ny bilkul tek kaha. Agr ham gradness na karin. oor hamisha traget raky to forex may hamra doshman kamzor hota jaiy ga. oor ham easily is ko chaise kr k mat dy sakty hin.
                          • #178 Collapse

                            Forex mai sab sy bara dushman humara ju hai wooo hai la-lach hai q k eik target rakna chahieee wooo jab pura hu jaee uss k baad
                             
                            • #179 Collapse

                              Sab se barra dushman hamar forex me sirf aik hi chiz he lalach profit milne k bad bhi hum sochete he k hum aur profit hasil kar sakte he aur jo pehle mila tha wo b hath se jata he so be care
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Waisay to forex kay kaam mein aapko bohat say dushmano ka saamna kerna paray ga lekin sab say bara aur khulam khila dushman greed hai jiskay hotay huay koi bhee kaam kaamyaabi say nahin ho sakta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X