school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    Sir mere kheyal may forex duniya kay kisi bhi hissay may abi takk nahi pai ja rahi hai umeed hai kay anay walay chand salon may forex ki bohat qader ho jaye gi quin kay is say kuch na kuch money zaroor milti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      ap ka idea bura nahi hy dear lakin education or govt of pakistan us kaam ke permission dy tab na agur asia ho tu humhry trader nechli satha sy trading sikh kar uper aye gy or pher wo ek profitable trader ban kar pakistan ke economy ko bhut help kar sakty hain asy activity ko schools collages main hony chahy dear.
      • #798 Collapse

        je nhi main ap ki bat say itfaq nhi krti ku k mjy iss kam ko gr mai beth mza ata hai or ye kam koi cuntry mai itn ain nhi hai
        • #799 Collapse

          school k students ko forex ko nahi samaj sakty magar college me 1 subject forex ka lazmi hona chaye ta k students ko ajkal k dur k fast business ka knowledge ho saky
          • #800 Collapse

            I think keh forex ko study sey separate hi rakhna chaheye. Yeh aik business hy aur is ko full time dena parta hy. Agar hum school main forex ko ley kar jayen gey to study disturb ho jaye g. Is business sey tension ka mahol paida hota hy aur yeh children ky leye bilkul bhi saheeh nahi hy aur is tarah study ko nuqsan puhanch sakta hy.
            • #801 Collapse

              Ge ap est b kar sakty hain agr apko study ya school main mobile ya computer use karny main koi dikat na ho. Aur baki ap 9th b kar saktu hain start bas ap ko seekhna hai kisi b age main seekh kar ap forex trading main aona qadam jama sakty hain.
              • #802 Collapse

                Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan apna pocha hy k forex ko 9 class sai start kerna chahye thake kha apna is sai students ko is ke bare mai seekhna or smjna ka mooka mila ga
                • #803 Collapse

                  jab hum is main kam karna cahhty hain tohumain documents say account open kara kay kam kar layna ho ga is main koi age ki pabndi nai hay hum school studnet ho to b jo kar sakty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #804 Collapse

                    Meray khayal main forex ko school level pr nahi parhana chaheye. Yeh aik business hy aur is key leye government level pr tradining centers qaim honey chaheyen takeh jo forex ki education hasil krna chahtey hain woh yahan sey is ki taleem lain. Lekan yeh zarori nahi hy keh is ko mandatory kia jaye.
                    • #805 Collapse

                      G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex ko hamara school sai he start ker daina chahye hy ta ke hu.in is ke knowledge bohat choti umer mai mil jae or hum bda ho ker is mai achi earning karain
                      • #806 Collapse

                        Gee bhai ma apki is bat sy agree krta hun forex trading ka knowldge bht zarori hai students ka mind fresh hota hai unki learning stage hoti hai agr shuru sy learn krna start kr den to bht achy trader bn skty hain hum
                        • #807 Collapse

                          Khan sab forex ko aesa business nehi hai jisy her jaga apply kia ja saky agar forex ko school main perhaya jaey tou yeah aik achi sign ho sakti hai ky agar kisi ko education complete kerny ky bahd bhi job na mil saky tou usky pas yeah option maojood ho ky forex main trade ker ky apni domestic needs ko overcome ker saky
                          • #808 Collapse

                            jab hum trade karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga jis say humain is main demo ko use kar kay pracctice say acha karna ho ga ta kay market main loss km ho sakay
                            • #809 Collapse

                              Yeh aik business hy aur business ko school main nahi hona chaheye. Is tarah study disturb ho sakti hy. Business ki education separate honi chaheye aur general education separate honi chaheye. Yeh aik tension wala business hy aur jab taleem complete ho jaye to phir is business main enter hona chaheye aur earning ka sochna chaheye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Mery khial main apki soch bahut achi hy aur main ap sy itefaq karta hon k agar aisa ho jay to aik time ho ga k bahut ziada log knowledge aur experience k hisab aagy hon gy aur hamara mulk bahut ziada taraqi bi kary ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X