school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    ji han mera khyal yeh hay kay forex trading ko school level tak bhi students ko seekhana cahiay wo bhi khas kar bari classes kay students ko seekhana cahiay is kay liay aik period hona cahiay jis myn forex ki learning deni cahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      forex charts ki ager tu ap types ki baat kerin tu wo three hain cnadle stick line and baar chart in ko samjhnay kay liye ap ko zada technician learning ki zaroorat nahin hoti yeah bohtu hi simple aur esy samjh a jatay hain
       
      • #198 Collapse

        well friend you are right those traders get success in the live trade who trade with the forex with the lots of trading education, experience ,strategy ,good money and risk managements and as well as confidence , self control , with skills , abilities so dear traders get success in their life.
        • #199 Collapse

          aaaaap es kisi bhi jaga use ker skte hooo chahy wo school ho college ho ya phr gher hooo dunia main kisi bhi jaga use ker sakte ho..................
          • #200 Collapse

            yes my dear ap apam time zaya mat karo or forex ko join karo es am, koi kam akrny ki muskil nhi hai ye aik best business hai or es ma ap kam kar k acha earn kr sakty ho es ma koi kamakrny ki muskil nhi ha
             
            • #201 Collapse

              Forex t rading baheyo aik asa kam ha jis ko ham school main b kar saktayhain or is ko collage main b kar saktayhain or is main har jagha ham kam kar kay earning b hasil kar saktayhain .
              • #202 Collapse

                Bahi jan wesay shayed aap log theek he keh rahay ho gay par mera point of view yeh hai k 9th aur 10th class main bachay ko kaam par aur paisa kamanay par nae lagana chaye uski study effects hoti hain albata forex ko higher education kay purpose kay liye use kiya ja sakta hai.
                • #203 Collapse

                  meray khyaal say hamara education system pehle hi itna acha nahi hai yahan par log cheating kar k pass ho jatay hain to forex main bhi cheating kar k hi pass ho jaengay to us ka faida kcah nahi hoga is ko sekhnay k liye internet hi boht hai
                  • #204 Collapse

                    yes dear agree, forex ki class honi chahiye, taake forex se har koi bhar poor faeda utha sakhe, but yeh possible nhi he ke school , uni ,etc me forex ki class's hon, yeh subject hee alag he, and hamari awam ko forex ke baare men zeyda pata bhi nhi he agar forex ka sab ko pata ho na to har koi forex business karne lag jae aur bhar poor faede uthae with forex, because forex is profitable business everytime suppose jis ke pass knowledge ho to.
                    • #205 Collapse

                      apki bat sai ha ka ye schools ma start karna chaye taka bachon ko zaimadari ka ahsas hu or wo apna kharcha khud uthana sikhan or kam karan or har chez ko manage karan jab wo kam karanga forex ma toh unku fikr hugi ka kam karna han is tarah wo time ka bhi paband hunga toh school ma karna chaye .
                      • #206 Collapse

                        Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading ko agar school mai karwae jay to class 9 say start karna chaheye takay ye bachay abhi say aap nay peron pay kharay honay lag jaen aur jab wo college and universities mainjaen to us waqat apnay aap ko settle karlen
                        • #207 Collapse

                          School me as a subject bachon ko agar parhaye to bahtar to he magar is se shaid bachon me lalach ka ansar paida ho sakta he jo k us umer k liye nuksaan deh sabit ho sakta he sirf subject acha he
                           
                          • #208 Collapse

                            forex currency trading ko discover karnay ka ek ahn=m aur asan tareeka tareek ye hai nited kingdom sound internet spend achi tarha research kare aur apni info ka tmam saman yaha state aktha kare.
                            • #209 Collapse

                              ji bilkul ye aik acha idea hai k 9 class me start krdi jai to thodi knowledge hogi students ko ye hai kya kis tarah kiya jata hai is tarah jo students apni fees khud pay krna chahatay hain un k lye bht best hoga..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                i think mary khayal sa agr forex school mein 9 class se start krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges acha ha...............
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X