school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jee hona chaihye ye subject boht he interesting hai is sy trading k bary mai boht he knowledge hogi aur trading ka experience gain hoga information mily gi jb school sy trading ki learning ki jaye gi to..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dear friend i agree with you that ka agar humy school life say he forex trading ki study di jae to college or university take hamy kafi knowledge haseel ho jae but according to my knowledge pakistan main asa kuch nai ha yaha app ko forex ki learning web sites say he karna pary gi.
       
      • #48 Collapse

        app ka khayal to acha hai lekin yeh ziada acha hai na kay student forex ko learn karnay kay liye khud se aye forex forum pe is se student ka interest bhi barhay ga aur woh jaldi forex trading ko seekh lay ga jiska usko faida hoga.
        • #49 Collapse

          Haha what a suggestion.. no brother forex ka alag se school hona chaiye.. hamari normal education mein ager forex ko le aye to bache double minded hunge.. or un pe effect prega.. student life bohat aachi life hoti hy us mein itni tension munasib nahi hy
          Dont Spam The Forum.. ..

          :(I hate Spammers..:(

          ;)Make Bonus Of 200 USD;)
          • #50 Collapse

            G han i agree u man a ke bat se zahmt hon g han ap ne bhot he achi bat ke ha g han agr 9th clace se forex strat kia jay to bhot he cha rahtrabhaq 12 tak ap forex man bhot he bary senar ban jaty han
            • #51 Collapse

              ok good dear forex 9th class ke baje 5th class say start kare tu best hay as say student forex kar k apne karche bhi khood ota le gay aur apna karcha pane bhi bhi khood''''''''''''''''
              • #52 Collapse

                mery khyal mai aisa nae hona chahye q k yeh to aik business hai wesy yeh aik subject bun jaye ga jub k yeh har kisi ki mrzi hai krna hai ya nae
                • #53 Collapse

                  g han ap ny bohat achi sugession di ha ajkal forex pakistan ma bhi bohat ziada horahi ha or baqi country ma bhi log is sy faida utha rahy han is lia humy bhi chya k school level sy hum is ko pakistan ma introduce kary to future ma ya logo ko bohat hi faida dy gi
                   
                  • #54 Collapse

                    main bhi is bat sy mutafiq hoon keh hamary bachoon ko to forex ki taleem school main hi mil sky lekin hum log to kafi mushklat ky bad hi thora baht seekh chuky hain ya idea to aa gia hy lekin hamry bachoon ky mustaqbil kay lay zarori hy keh unhain bhi sikhaya jay.
                    • #55 Collapse

                      han sir g bilkul ye e bohot achi baat hy kun k scool main har bacha achy se seekh jata hy or agr techear se jo bacha sekhta hy wo bohot achy se seekhta hy humain ek forex ki book banni chai hy or isy 9 k bad har school may dena chai hy taky forex or ziyeda poplur hojay
                      • #56 Collapse

                        agar hmari country k local schools main forex trading ke taleem di jay to is say batter or kiya ho sakta hey hum sab easily starting main hey forex trading main bohat ziyda knowledge hasil kar sakty hen..
                        • #57 Collapse

                          I don't think so. agr forex ko school level pe start kr diya jy to phr student jese he inter level pe jain gain un ka interest ais kaam ki terf bhar jy ga kyun k money kis ko achi ni lagti aur us stage pe to har koi bohat bare bare khawab rakhta he aese main wo apni study ko ignor krna start kr de ga aur forex ko time zaida de ga zaida profit ki greed main aur yeh un k future k liy acha ni he.
                          • #58 Collapse

                            Yes forex subject should be in our school / college / university slyabous, because mostly peoples are not knowing forex business. if one subject are included in our salybous so we can get surprisingly result in our country, and people know forex busienss.
                             
                            • #59 Collapse

                              school life main ager trading sikha dee jaye toh bohat acha hai kyun kay phir student khud independent ho jayain gay aur earn kar payain gay jis se wo jitna ziada chahain apni taleem jaari rakh sktay hain jis se un ka future acha guzaray gaa.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                because school level me students ki posting speed itni ni hoti or wo sara time is pe hi lga dien ge or may be wo study b na kr sken or na hi forex theak se.agar ap log yeh chahte hen k forex ka pereiod ap ki classes k sath ho to ye totally wrong ha. is trah to 1000+ businesses hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X