school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    ok g khayal hai ke agr forex schoolmein 9 class se start krdya jaye 1peroidf orex ka howa kar es tarahcolleges university wagera mein bhi hn lag jaye tu ye bh,,,,,,,,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      boht hi zaberdast idea hy bahi aap ka han main b ya chahta hun k school lavel sy hi forex trading ka aik perid hona chahiy kiun k is sy humary miluk ki ecnomy boht boht bhtr ho jay gi jab sab log hi kam krin gy or paisa kamain gy
      • #123 Collapse

        i agree 9th class se he hona chahye ye ek bht achi chez ha jo student life me bht helpfull ha ta ke students apni studies ki fee khud pay kren or parents ka bhoj halka ho
        • #124 Collapse

          schools meh forex trading ni karni chahyea kio k dosto forex trading jab ham school meh kartey hian toh phir dosto jab ham schools me hotay hian to ham ya toh phir study ni kar sktay hain ya phir bahiya ham school me forex trading ni kar sktey hian......
          • #125 Collapse

            hye dear brother i dont think so ke ye koi school main hona chahye aur balke nahin bhi hain kyu ke school parhne ka jagaah hain kamaane ka jagaah nahin kamaana hamesha part time main hota hain kese bohat say log karthey hain apne part time main hame chahye ke hum apne part time main agar waqat ho tho forex i taraf ajaya karen
            • #126 Collapse

              bro iss main aisa ho jaye to buht achi baat hy but is main aisa nahi ho sakta hy q k abi tak buht zyada subject ho gye hn k woh time table par buht mushkil sy puray hotay hn is main aik cheez ka izafa nahi ho sakta hy
              • #127 Collapse

                Assalam o alaikum.. Ye wese bura mashwara nahi hy ager bacho ko bhi trading ki staring se knowledge di jaye to humare mulk se bhi bohat se expert traders nikal sakte hain jis se humari economy groom ker skti hy..
                • #128 Collapse

                  han g bilkul , hum b si amia cah earn kartyy hyn , or humre liy is mai ayhi acaha earning platfrom hay . hu si ami cahey akh hum si mai schol mai bhi is ko sekhayen or hum is mai achy se earning karty hayn ,..
                     
                  • #129 Collapse

                    apka sawal bht acha ha school mein agar hum forex ki tranning bachon ko den tu is se hum apne pakistan ko khush hal pakistan bana skte hein lehaza student ko chahiye k wo forex ko join kren our kam kren.
                     
                    • #130 Collapse

                      dear humain es main koi school ki zrurat nahi parti hai kyon ke humain company se trading ka course mill sakta hai es lie school main subject banane ka koi faida hi nahi banega mere bhai
                      • #131 Collapse

                        as ma 9th ya 5th ka koe maksde nahe ha ap ko forex ka bare ma alime ho ge to he ap forex strte kare ga ap k ko jabe take forex business ka bare ma alime nahe ho ga ap kas businss kare sakte ho.
                        • #132 Collapse

                          bhai mere ma ap se is bat pe agree ni karta. aise to lakhun business hen is dunya ma to kai her aik business ki school ma classes possible hen. think about it.......
                           
                          • #133 Collapse

                            ji bilkul ye bht acha idea ha mre khyal se forex school se hi start kar dani chaiye hai is se unversity level tak pounchne tak students forex ko ache se seekh jayain gay aur baad ma trading aram se kar sakhain gay is taarh unemployment bhi kam hogi hamare mulk ma so mje tu apka idea bht hi acha laga ha
                             
                            • #134 Collapse

                              i think i agree 9th class se he hona chahye ye ek bht achi chez ha jo student life me bht helpfull ha ta ke students apni studies ki fee khud pay kren or parents ka bhoj halka ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                apne zarur acha socha he magar hamare students aise nhi hn k ek wkt me do do kam krsken qk 9 class k bche jis tarha apni perhai k burden me dabe hote hn unk fresh brains me siwaey exams k or kch nhi hota, otherwise ek do hnge jinko dilchspi hogi magar wo lalach krne lgenge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X