Forex Trading mind clear rakhain aor trading main mistakes na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading mind clear rakhain aor trading main mistakes na karain
    trader ko forex trading main mind fresh aor active rakhna hota ha aor trader ko forex trading kay time kisi qism ki mistakes krna allow nhi hota ha jo trader mistakes karty hain in ko trading main loss hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends forex ho ya koi b business ap ka mind fresh hona r fresh hona basic bat ha.agr ap ka mind fresh ni to ap trading mn loss karo gy.mind ka fresh hona r active hona bht zaroori ha.r doosra ye ha ghalti na karein kyun ye mistake karny par loss zaroor deti ha.
    • #3 Collapse

      g han app ki bat sahi hay mind ko clear or loss ka dar agar na ho to demo account ki tarha real account me be achi earning ho sakti hay, demo account me app ko daily trading karni chaye es se app ko apni trading mistakes ka knowledge ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Dear sahee khaa ap na froex trading to aki risk wla business ha is ma mistakes ki koi gunjayesh nhi ha mitni mistakes hon ge utna hi loss uthana par aga is liya mind clear rakh ka trading kraan or acha profit uthayaan
        • #5 Collapse

          mind ko active rkhne k sath sath hr waqt market pr nazar ho thori der ki movement se bhi aksar bara loss ho jata he is liay mind ko bhi active rkhen or market movement pr bhi nazar rkhen phr hi ap loss se bach skte hen
          • #6 Collapse

            g ha dear ye to ap ne thik kaha hai k agar hum ais market mai kaam karty hai aor humra mind clear hai to ais mai ye hai k hum ais mai achy se kaam kar sakty hai ye ni hai k jo ais mai bari lot laga k zayda profit banaty hai to hum bhi ais mai yehi kary ais mai hum ko apny account k hisab se kaam karna chaye.
            • #7 Collapse

              Bhai trading hameesha uss waqt karni chahyea jab aap mentally bilkul fit hoon aur relax aur cool hoon aur mazeed yeh kay aap ka zahen trading kay lye tayar ho aur aap aik strategy banain news aur trend ko samnay rakh kar aur phir trade lagain
              • #8 Collapse

                Trade se pehle mind ka relax hona bht zaruri hy kun k agr ap stressed mind k sath trade kren gy to phr apko loss uthana par sakta hy or agr relax mind k sath ap trade krty han to phr apki trade sahi lgti hy or ap kamyab rehty han
                • #9 Collapse

                  Mery bhai ma apki bat ay agree kron ga aor aik aor mashvra bhi don ga ky jub ap trading ma apna mind bna len to pjr apko koso ka mashvara nhi lena chye forex trading ma humen aik strategy bna leni chye forex ma jub ap ko market ki smjh ajay to kisi ko bhi phr sath ma signal na len.
                  Acha kaam achy daam
                  • #10 Collapse

                    Trading krna bhot zeada muahkil kam hy agr ap ko bhot zeada taime bhi ho gia hy tab bhi ap ko is my pori lerning hasil nai hoti hy kio k ya bhot mushkil kam hy ya ehsan nai hy kbhi kbhi hamy ehsan lgta hy pr ya ehsan nai hy is liya is my ham ko bhot zeada mhnat krni chiya
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Gee mery bhai firex trading ma humen apna experience use krna chye jo ky hum ny demo account sy gain kia hita hai aor sath sarh humen tradung strategy aor planning bhi achi krni hoti hai economic calendar ko zarori view kren
                      • #12 Collapse

                        Ji haan aap ke man Kare clear Hona aur mind kar relax Hona ur mind freshener Yeh teeno cheez hai bahut jyada important hoti hai Jab tak aapka mind clear nahi hota aur fresh nahi hota aapko accha decision nahi reh Sakte aur aapne Forex trading Mein kaam karte ho Koi mistakes nahi karni Jab aap mistakes karte hain tab aapko loss hota hai isliye mistakes nahi karni
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex trading mei traders ko chaiye wo apna mind har time active rakhain kisi kisam ki susti na rakhain jab bhi trading kay liye bethay realx ho kar apna anaylsis jo ap ney market k karnay hain then trades perform karni hain sirf ussi ko time den
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X