indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    hamain wo hi indicator use karna ho ga jis main hum sucess ho skaty hain aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum market main sucess ho saky gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      is forex main wo hi indicator use karny hon gay jis main hum achi trade kar saky gay aur knowldge hasil kar k hi hum run karein gay aur demo main practice kar k hi hum run karein gay aur earning ho
      • #108 Collapse

        bhai indicater bakwas hy ap indicater k pechy na ghagna kabhi bhi kio k ya bhot loss dilwaty hy ap agar khod trading sekh lo gy to who zeada best hy sach my ap ko agar forex my kamyab hona hy na to phr pa ko is my bhot practis krna choiya our indicater k bajay analysis ko sekhna chiya us sy ap loss sy bhi bach jao gy our pa ko loss bhi kabhi nai hoga our pa ko profit hi profit mil jay ga
        • #109 Collapse

          Assalam o Alaikum wa rehma tullahi wa bara katuh bhai mery khayal sy to ye indicater ky chakar main nahein ana chaheye kun ky ye kabi kabi galat information bi deta hain thank you very much.
          • #110 Collapse

            forex trading main different kisam kay indicators use hoty hay agar hum en indicators ki theak say setting karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain sahi say focus karna chahiey
            • #111 Collapse

              indicators say meta trader main kafi zada help milti hai or is market ki move ka idea milta hai laikin ye lacking indicators hain is main advance move market ka trend nahi idea milta hai jis say humy is main in say kafi zada safety say kaam ko krna hai is main sub say zada moving average Fibonacci retrenchment or MACD stochastic zip zap or periodicity time frame H4 D1 or H1 main chart pattern
              I LOVE PAK FORUM
              • #112 Collapse

                indicator ko hum market main use kar k trade kar sakty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur profit haisl karein gay
                • #113 Collapse

                  bhai yah aik tehnique ki sorat main hoti hai es main hmain chart ko dekh kar osy tarding main use karna ohota hai or es k ilwa es main jo chart hota hai wo zig zag ki shakal main hota hai or os main move karti hai tu hmain trading karni hotyi hai es main jub market ki moving hoti hai tu market aik point par a kar rok jati hai os k bad hum apni trading ka trend follow karty hain
                  • #114 Collapse

                    is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur indocator ko use kar k hi hum is forex main sucess hon gay aur market main experience hasil kar k hi hum profit hasil karein gay aur market main trade karny k liye experience ak hona must hota hai so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main profit hasil ho
                    • #115 Collapse

                      Jo indicator hoty hain wo forex ke market me expert hoty hain unki nazar har chez py hoti hy k k kisi country k halat kesy hain jin sy unko pta chal jata hy k aagy kya ho ga market me aur dosra wo market k trend ko sahi samjhty hain jis wo hamen preinform kar dety hain
                      • #116 Collapse

                        yar majay is kay bary ma abe kio experinec nhe ha to is liay ma aap ko is kay bary ma nhe bta sakta ho our jo is ma expert ha un ko is kay bary ma knowlged ho ge our un ko cahay kay apny experinec is forum ma saher kary
                        • #117 Collapse

                          bhai meray khayal sy indicators ke bhot zaida importance ha market main indicators k thorugh ham market ko analyse karty hain in k through ham market ko predict karty hain aur phr ham aik achi trade lagaty hain hmain indicators ko use karna chahiyay
                          • #118 Collapse

                            bhai indicators hmary helpers hoty hain jo k hmari trading main help karty hain es main har trdaor ki apni marzi hoti hai k wo indicators ko use karna chhaty hain k nahi kuj tradors use karty hain or kuj nahi karty hain enka commtion bhi hota hai
                            • #119 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                              bhai ye jo forex mein indicators ki baat kr te hai tu mera ye sawal hai ke ap log s bare mein deifine k r ke bataye plz senoir memeber aur real mein jin ko s bare mein achai tarah pata ho wo bataye ga plz
                              Forex trading Mein trade karne ke liye sorry indicators ki bahut acche Hote Hain lekin Hume in pe hundred percent Yakeen nahi karna chahiye
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                market main indicator ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum is forex main anlayse karein gay tab hi hum real main trade karein gay aur s forex k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hu real main run karein gay it is best job for all

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X