stress free trading ka mizaaj banaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stress free trading ka mizaaj banaiye
    ssalamualaikum dear respected members of Pakistan forex forum bht se log trade open karny k bad bar bar dekhty rehty hain k price kahan gai etc jab k aesa nai karna chahiye q k ap phir qpni trade jo hold nai kar skty is k liye be fiker ho k apma mt4 bnd kar dain ap ia Target hit ho e jay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai aur iss tarah karnay se hum apni tension mein mazeednizafa kartay hain aur iss tension se bachnay kay lye humain bar bar apni trade open nahin karni chahyea aur aik time set kar kay trade ko dekha karain
    • #3 Collapse

      Jab aap Forex trading karne Lagte Hain tab aap ka mind relax Hona zaroori hai aur fresh mind Ke Saath Apne Forex Mein kaam karna hai tab Aap Yahan Par Jyada accha kaam kar sakte hain aur Forex trading se maximum profit Hasil karne mein be successful ho sakte hain isliye mind tension free or relax Hona zaroori hai
      • #4 Collapse

        Han g dear ap ne sahi kaha hai. forex forum bhot se log trade open karny k bad bar bar dekhty rehty hain k price kahan gai etc. jab k ap k easa nai karna chahiye q k ap phr apni trade jo hold nai kar sakte is lye be fiker ho k apma mt4 bnd kar dain jab ap ka target hit ho e jay ga kun k ye bhot important hota hai. is lye trading bhot important hoti hai.
        • #5 Collapse

          bhai forex trading ko zyada seriously na lain juse ake game samjhen.tention us time develop hoti hy jab ap zyada amount lagaty hen.betar hy ap ake rotain se chalen apna ake target fix karen to zyada preshani nhe ho gi.
          • #6 Collapse

            dear agar hum ais market mai trade karty hoye strees mia ho gay to hum ko ho sakta hai k achi trade hi na mily ais liay ais mai jab bhi kaam karna ho to hum ko chaye k hum fresh ho ta k hum acha kaam kar saky ais k liay hum ko trade k sath sl aor tp lazmi lagana chaye ta k agar trade loss mai jaye to tension na ho.
            • #7 Collapse

              Dear friends market ko bar bar dekhna b majboori ban jati ha kyun kai dafa ap ko aik profit hua hota ha r market reverse mn a jati ha to ap aik acha profit miss kar sakty ho.magar kuch log zyada tension lety hn jo k acha ni ha .trader ko apni neend zaroor poori karni chahhyei.
              • #8 Collapse

                Sir apne sahi kaha hy k stress free ho k trade krni chaey lakin ye mumkin nhe hy kun k market ki movement ko check krty rehna chaey han ye nhe k ap hr 2 mint bad check kren lakin thore time k bad check zarur krty rehna chaey
                • #9 Collapse

                  kafi saray traders jab trade open karty hain tu kafi stress kay sath us ko monitor karty hain . is doran stress ke waja say in say tading ke doran mistakes b ziada hoti hai . iss liye traders ko acha analsisi kar kay he trade open karne cahiye aur phir baad mai ziada tension nai laine chiaye aur profit earn karnay ka pressure ziada nai laina chaiye.
                  • #10 Collapse

                    stress jitna kam ho ga utna he ap ko achi trading ay gi.ap dekh sko gy k kesy ap market main at ho or kesy invest kr rhy ho.ap ki skills he ap ka sb kuch hain.agr to ap ye socho k demo account main ap learn kr k achy trader bn sakty ho to ap ki trading achi ho sakti hai.mgr real main stress le k ap ko kbi b profit nhi hony wala.Q k market bht taiz move krti hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Gee bhai ag ap shuru ma he acha trading plan bnain aor usky bad trade open kren to apko trade lga ky bhol jana chye forex tradimg ma.cool mind log zeyada kamyab hoty hain jo trade open kr ky bhol jaty hain keun ky trading aik bht he sabar wala karobar hai
                      Acha kaam achy daam

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X