Currency pairs ka istemaal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs ka istemaal
    Dear koi mujhay yeh bata sakta hai kay currencies kay pairs trading mein kyun istemaal hotay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaisy ap ne baat ki hai currency pairs ki to ais mai ye hota hai k 2,2 currencies ka aik pair bana hota hai aor hum agar kisi bhi pair ko buy karty hai to ais ka matlab ye hai k hum ne aus pair mai phli currency ko buy kia hai aor agar hum sell karty hai to phli currency ko sell kia hai.
    • #3 Collapse

      Sir jahan tk me smjhta hun to currencies pair ka istemal trade k liay is liay istemal hoti hy kun k currencies me kafi difference hota hy kun k kisi country ki currency up jati hy or kisi ki down jati hy dollor k movement k sath
      • #4 Collapse

        Hum.jub bhi trading ya tijarat krty hain to aik chez ky badly dosri chez khareedty hain isko je trade kehty hain hum ya to money ky badly things ya thing ky bdly metal gold oil etc khareed skty hain ya currency exchange krty hain.
        Acha kaam achy daam
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Forex trading main tou puri world ki her cheez trade ho rehi hoti hai jis main main her country ki currency hai ky agar kisi country main koi aur cheez zyada quantity main nehi hai tou currency tou her country ki hoti hi hai isliay same currencies ko forex market main trade kia jata hai

          اب آن لائن

          Working...
          X