kuch log sawal kerty han k forex halal hai ya haram
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai Islam mn trading krny ki ijazat hai aor Islam mn har wo kam jis mn ap ko loss aor profit 2no k honey ka chance ho aor ap ki koi khas limit fix na ho profit ki tu halal hai aor forex aik online trading business hai aor Islam mn business halal hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dekhein agar app forex main dekhein ham eik chz buy kar rhay hain jab price bdhti hay to bech detay hain - ic main swap haram hay baqi sab halal hay kce bhi pehlo say dekha jaye - yeh eik business hay haram ka maine research kia nahi hay bilkul bhi nahi swaye swap walay account
      • #18 Collapse

        bhai ayse sawal humen yahan nhi krna chahiay ye sawal kisi mufti se pocha jay jis k pass islam ka pora knowledge he yahan pr to hum se log islami taleem ko itna ziada nhi jante is liay ap kisi mufti se pocho
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Bhai sb is sawal ki waja sirf sood ki base per hi ban sakti hy . Laiken aap logoon ko sood k asooloon ka b pata homa chahiay k us main sirf profit hoti hy. Magar trading main aisa ni hy yehaan par to profit k saath loss b hota hy . Aor jaha nafa nuqsaan ho wo bussiness sood main ni aata. Mery kheyaal main to ye theek hy. Pher b jisy shak ho wo kisi aalam sy forex ki terme and condition bata k discuss kr sakta hy.

          اب آن لائن

          Working...
          X