forex join

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading ko aap apni job kay sath karen is kay leay job nahe chorni chaheye kun kay ye business hay yahan aap ko loss bhi ho sakta hay to aur job say to aik fix earning ati hay is leay job nahe chorni chaheye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Yar yeh aisa business hai jo k puri duniya main kiya ja raha hai and har koi is se faida utha raha hy so mare khyal se ap ko bhe is ko join karna chaye and earning karni chaye ta k ap bhe apni needs puri kar saky..........
       
      • #183 Collapse

        If you want the maximum earning from the business then you join the forex trading business because it is the profit able business and earnable business.
        • #184 Collapse

          Bhai ap ko job se resign dene ki zarorat nahi q k ap ghal beth kar part time me is se achi earning hasil kar sakte ho bas ap ko ise pehle trading ko achi tarha samajhna ho ga phir ap thori si investment ker ke real account me kam ker ke profit hasil karte raho bas...........................
          :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
          Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...
          • #185 Collapse

            job koi chorny wali cheez nai hoti aur may is baat ko bawkoofi he kahu ge k koi forex k lya apni job chor day forex aik acha business zroor hai leking un pridictable business hai jis may kuch b ho skta hai
            • #186 Collapse

              main student hon job nahi kart hon par main nay apni studies sath sath complete ki hai sath sath main nay trading seakhi hai aur earning ki hai ye bohat best work hai jo ap ko online earning kay chances ghar main baith kar provide karta hai
              • #187 Collapse

                Knowledge about any thing is first step, you can`t say that i have knowledge about any particular thing now i`m good in that, rather you have less knoweldge but what you have should be good and you also know that how can you apply your knowledge this is too much important thing .
                   
                • #188 Collapse

                  sir jab say manay forex join kia ha ma abi har chor dia ha sirf ma abi pak forum ma kam kr raha ho wasay ma bscs kr raha ho mujay abi garmiyo ki chotiya ha lakin ma chotiyo kay bad bhi pak forum ma kam kro ga qk ma isay part time bhi kr sakta ha jis ki waja say ma ghr bethay eraning kr sakta ho
                  • #189 Collapse

                    me to user hi new hn bai yahn pr or mjhy to abhi month bhi ni hua hy is liay me to kia keh skti hn is bary me or dusri bat y hy ky mae is sy pahly koi kam krti hi ni thi ye mera first experience hy is business me.
                    • #190 Collapse

                      bhai meri kafi posting mein yeh baat aa ge hai keh mein ne jab forex trading start ki tu mein aik job kerta tha but me ne wo job chor de hai kyun keh mj forex trading mein kafi experience hoo gaya hai aur mein ne yahan say achi amount earning ker lata hn jo mri salary say zayada hoti hai.than why job?
                      • #191 Collapse

                        main student hon job nahi karti hon par main nay apni studies sath sath complete ki hai sath sath main nay trading seakhi hai aur earning ki hai ye bohat best work hai jo ap ko online earning kay chances ghar main baith kar provide karta hai .
                        • #192 Collapse

                          Forex ma ana ka bad main na do sal job ki thi but jis din main na mouthy earning karna start kardi thi us din k bad sa ab main job nhi kar raha hon 6 mouth sa ma pora Forex main depend ho.
                          • #193 Collapse

                            salam mery bhai men forex ko join kerne se pehle ek school me job kerti thi jab se mene forex ko join kia he me ne us jo ko allah hafiz keh dia he me forex me aaker bohat khush hon kun k is ne merye halat badal diye hen or me ab bohat behter tarike se apni life ki enjoy ker rahi hon................thanks
                            • #194 Collapse

                              According to my experience forex aik online job hony k sath sath aik part time job hai agar hum isy thora sa time dil laga kar kar len to humain is mai achi khasi earning ho jae g so main nahi smjhta hon k humain is mai apni job yan study ko chorna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                ell I think that forex trading k liay apni job ko chor dena bewaqoofi hy.. normal job ko kisi sorat ni chorna chahiay bal k part time trading kar leni chahiay..no doubt that ye bohat best work hai jo ap ko online earning kay chances ghar main baith kar provide karta hai . lakin ismein loss ka b factor hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X