forex join

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Salam to help all. .main teaching karti hoon magar abhi tak main nay career chorhi nahi hai..haan agar yaha mujhay acha income hua tou wo day bhi ho sakta hai kay yaha hi pay out karoon..abhi tou kuch hi din hue hain sign in kiye.abhi kuch nahi keh sakti iss bare main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      well bro meri ray main ager ap koi job ker rhy han ur sath main forex bhi join kiya howa ha tu ap best way se earn ker sakty han ap ko apni job chorny ki zarort nhi ha ap forex main ziyda trading na karen kiun ke market kisi bhi tiem hamre against ho sakti ha ur hamen profit ki bajy loss mil sakata ha is liye ap ko din main jitna bhi profit mily per trade se woh accept ker lena chaye kiun ke lalach se ap apna capital bhi loss ker len gy.
      • #108 Collapse

        Dear jahan tak mujhy pata hai forex main jo bhi log aye hain wo sab iss ko part time busienss k toor par karty ahin kyoun k ye koi permanent business k toor par use nhi kiya jaa sakta haiaur sab log issy part time k toor par he use karty hain.
        • #109 Collapse

          bhei mein apny reguler gob be kart ho mugy forex tarding buness bhot pansand hein yhen best online buness hein mein na apny gob ko nhe chori mein forex tarding be karo gy or apny reguler gob be karo gy.
          • #110 Collapse

            mere bahi jaan mein tou yeh jaanta hoon k bohat hi ziyada log forex tarding ko join ker rahey hain kiyon k yeh aik wealthy tarding platform hai jiss se hum achi income hasil ker saktey hain.
            • #111 Collapse

              Everyone has a reason why they started engaging in Forex trading. For me the main reason is unemployment. In my country, there are no jobs for young graduates. Some do it as a career or profession.
              • #112 Collapse

                well main to bhai aap ko ye hi suggest karun ga k aap apni permannet rozi na hi choro to aap k liye ye better hai q k forex aik bht hi risky kaam hai jis main aap ko kabhi bhi loss ho skta hai so dont be a foolish one
                • #113 Collapse

                  g main nay main aik private job karta tha jis main meri salry bohat kam thi jis say meri routin life bohat disterb thi jab say main nay forex join ki ha main nay start main kuch arsa survive kiya ha is ain loss bhi howa ha lakin main nay ab job chor k proper trading start kar di ha or is say income say satisfied bhi hon
                  • #114 Collapse

                    mene jub forex trading shuru ki thi to us waqat main job bhi ker raha tha per ab main nahi ker raha hun kiu kay forex trading main mjhe 2 years ho chukay hain or mene kafi achi earning ki hai forex trading main or jitnay main job say earn kerta tha utnay hi main is main say earn ker lete hun ya us say zayada
                    • #115 Collapse

                      Well my dear when i was jobless on that time i join this business and now i am still working with this business, in starting few months i facing alot of difficulties for surviving, because on that time i was learner and i dont have money for surviving whole month without having money.
                         
                      • #116 Collapse

                        ap ka acha sawal ha dear fiorex bhot acha kam ha is ko har ak ko join karna chaya q ka ya kam bhot fady wala ha ap ko is kaam sy fada ho ga ma 11th ma parta tha mjy kam ki tlash ahe to mjy mary dost ny is k bary ma btaya or aj is par ma kam karta ho
                        • #117 Collapse

                          DEAR forex ka sab se bara faida ye hai k trading ko learn ghar behtay bohat acha peofit gain kar saktay ho or ye forum jobless people k liye best earning opportunity hai.
                          • #118 Collapse

                            Yes main jab is main kam ko shuro kiya tu job nahi chori thi jab is main kam ko karna a gya tu main ne job ko chor deya hay aur ab main ghar main hi is ki waja se hi earning aur apne ghar ko chala raha hoon aur is main hard working karne main laga rehta hoon .
                            • #119 Collapse

                              Nahi bhai abi to meny forex ki waja se apni job nahi chori lekin insha allah umeed hai k jald he mein apni job chor kar apna pora focus forex pe he karun ga aur insha allah zaror kamyab hun ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                according to me i get no receive around it in advantage i am familer with forex trading mercantilism i never disdain job due to forex . but it is mortal than job or any separate business and utilize and love some statesman earning if you instruct gains skills

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X