forex join

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    Forex aik buhat achcha business he lekin yaad rahe ke forex me hame jab tak kamiyabi nahi mil jati tu hamu apni job nahi chhor sakte hen tu is irade se men forex per kaam kerna shoro kiya he, aur agar future me mujhe kamiyabi milti he tu me full time forex ko hi donga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      gee janab me b ek student ho or me abi kahi job ni karti mgr me forex pe posting ka kaam karti ho or is se mjhe bht acha profit milta ha me bht khush ho is me kaam karne se me logo ko b yehe kaho ge ke wo b is se ek br zaroor join kare
      • #633 Collapse

        Bhai g forex bohat he acha busniss hy jis sai apko achi khasi earning ho jati hy lakin is mai apko apni jobs nai chorni chahye kun ke is ko ap as a part time karo ta ke apko finacial broblems dour ho jae or ap behter life guzar sako
        • #634 Collapse

          No brother job ko "resign" karna ke bad idea he woh bhi forex business ke leye, agar ap is think se apni job resign kar rahe ho to my advise to you don't do that, forex aik highest profitable business he aur forex business ki market 24 hour open hoti he trader kisi bhi time kisi bhi place men forex ki trade kar sakhta he, agar ap ke pass job he to ap part time bhi forex ko kar sakhte ho....
          • #635 Collapse

            mene abhi job start he nahi kari kiun ke abhi studies just meri complete hui hain me forex me zada interested hon is waja se he mene is ko join kara hai takey kuch kama lon is me acha khasa or is ko learn bhi is waja se kar rha hon takey aik behtar trader ban sakon .
            • #636 Collapse

              dear main na to palhay job kerta tha aor na hi is k bad keroo ga, forex mera shooq hay. aor is ko start kernay ki waja just time pass hay. kyo k ya kafi interesting work hay aor aap is say earn bhi ker sagtay ho.
              • #637 Collapse

                forex trading main humain kam karna hay to humain hard work kar kay kam karna ho ga ta kay humain loss km ho saky or humain is main join karny main real decouments ki zarort hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #638 Collapse

                  Mujhey 2 years ho gaye hain keh main forex key sath attach hoon aur abhi tak is ko nahi chhora. Is key elawa main is ko as a part time use kr raha hoon aur is key sath sath dosri job ko bhi continue rakhay hoi hoon. Yeh aik risky business hy, is leye is ko full time use krna dangerous ho sakta hy.
                  • #639 Collapse

                    Bhai g humin easa nai kerna chahye hy k humin forex ke waja sai apni job ko chor don kun ke ager ap job kerty ho tu ap forex ko as a part time job bana ker is mai achi earning karo
                    • #640 Collapse

                      Mery bhai ma ny to abi 2month huy hain aor mera bht acha experince raha hai ma ny kagi sara knowldge gain kr lea hai aor ma ny demo ma trading ka taqreebn zarori part learn kr lea hai jo bhai shuru ma mehnt kr ly wo kabi bhi forex trading nhi chorta
                      • #641 Collapse

                        Main tou forex join ker ky forex main part time trade ker raha hun aur main both job jo main pehly sy job ker raha tha aur sary sath jo main forex join ker ky trading ker raha hun tou main dono sy hi satisfied hun tou agar mujhy forex trading sy bahot zyada earning bhi hogi tou bhi main apni previous job ko nehi choron ga main both continue rakhna chahta hun
                        • #642 Collapse

                          hum is ko join kar sakty hain is main koi issue nai hay humain agr success hasil karni hay to humain learning kar kay practice say kam karna ho ga jis say market main loss km ho ga
                          • #643 Collapse

                            forex business ko join karna bahot hi achi bat hay hamy forex ko join karny se pehly es ko samjna chaye kinu k ye business risky business hay es me learning karna imported hay
                            • #644 Collapse

                              Forex ko join krney key bad apni pehli waji job ko na chhorain aur is ko bhi continue rakhain. Forex aik risky business hy aur is par depend rehna saheeh nahi hota aur yeh kafi dangerous ho sakta hy. Forex key sath dosri job ko bhi continue rakhna chaheye takeh aap ki income continue rahay aur forex main loss ki waja sey aap key halat kharab na hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                Bhai such yeh hy k main ny ny forex trading abi abi join ki hy aur abi main isko seekhny ki try kar raha hon aur jab mujy mokammal knowledge aur experience forex trading ka aa jay ga to phr main forx trading karoo ga aur phr pata lagy ga k konsi job theek hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X