Aik hi pair ki different brokers main differnt movement
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik hi pair ki different brokers main differnt movement
    Agar ham exness per check kerain kisi bhi cureency pair ka graph tou woh us graph sy different hoga jo insta broker main show ho raha hota hai iski reason mery knowledge main nehi hai koi janta hai tou please share kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I think graph tu har broker main har pair ka same hi hota hai. Shayad aap ne timeframe different lagaya ho ga is lie graph different ho sakta hai. Warna ye tu mumkin nahi hai ke aik hi pair aik broker pare differently move karay aur doosray pair par different karay.
    • #3 Collapse

      dear aysa hota ha lekin ye sab alag hein insta mein market sb sy slow ha or i think ye best ha is mein ap deposit kr k kafi acha profit earn kr sakty hein or loss sy bhe bach sakty hein ye best broker ha or thora bohat fark hota ha other wise itna nahi hota har broker ki market same he hoti ha
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: asadbilal056 پيغام ديکھيے
        dear aysa hota ha lekin ye sab alag hein insta mein market sb sy slow ha or i think ye best ha is mein ap deposit kr k kafi acha profit earn kr sakty hein or loss sy bhe bach sakty hein ye best broker ha or thora bohat fark hota ha other wise itna nahi hota har broker ki market same he hoti ha
        g han brother lekin thora he farq hota ha itna zyada nahi hota agar zayda ho to log sb broker ko dakh kr market sy acha profit utha sakty hein ek digit ka bs hoga agar zyada sy zyada farq hoga to
        • #5 Collapse

          mery khial mai difference nhi hota agr currency mai difference hai to wo bhi boht kum ho ga. ya phir time frame mai frq ho ga jis ki wja sy difference lg rha ho ga.brokers currency mai frq rakh hi nhi skty nhi to trading mai boht paish aaiy gi unhy...
          • #6 Collapse

            Dear forex trading main hamain pata hona chiay kay different broker per moment main kuch farak a jata hai. Aap ka account or internet connection ka faraq hota hai. Market kay sat connection ka different broker ka ping rate ka farak hota hai jis ki waja say differnce Ata hai. Lakin kuch 5 pip ka farak hi hota hai max
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai aisa hi hota hai khun kay jaise her sto k exchange ki values different hoti hain issi tarah her brokers ki values bhi different hoti hain aur yeh iss lye hota kaybaik tou unn ki strategies different hoti hain aur doosra uss mein shamil unn kay members ki tadad
              • #8 Collapse

                G dear ap ny theek kaha hai har broker mai thora bhot fark hota hai baqi sab broker aik jesy he hoty hai or aik jesa he kam karty hai laken os mai insta ka broker sab sy best hai.
                • #9 Collapse

                  No dear aisa nahi hota Har broker Par Ek Hi Tarah Se move karta hai bus kuch difference hota hai Jiski wajah se Har broker Chand points Upar Neeche Hote Hain Baki market her broker ke software Mein Ek Hai Jaise Chalti Hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear each broker ka apna comision hota hai or pip or spread different or internet connection ki waja say 10 pip ka farak a sakta hai. Waisay maximum movement same hi hoti hai so hamain long term trade lagani chiay na kay scalping karni chiay kiun kay scalping bot risky ho jati hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X