forex trading sy kia zeyda nuqsan hota hai ya manafa b

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    DEkhiye forex se apko nuqsaan b hota hai and faida bhi lekin yeh aap k upar hai k agar aap soch samjh kar aur market ko follow karte hue trading karen ge to ap ko munafa hoga kyun k bht se traders jald baazi mein trade kar k nuqsaan utha lete hain is lye forex trading sukoon se kar k munafa hi uthana chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: parvezspct پيغام ديکھيے
      sb apna apna experrince share kry plzzzzzzzzz
      nahi bhai jan q ziada nuqsan hoga is work sse ye work nuqsan k leay naih hota hai ye ak simple international buisness hai jis me ap ko har buisness ki tarha profit or loss hota rehta hai is me sirf los he nahi hota hai is me apko porfit bhi hota hai
       
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: shab999 پيغام ديکھيے
        ji haa ho sakta hai agar aadmi sahi se forex ko na sikhe aur demo me bagair practise kiye forex me live trading kare aur jada ki lalach me trade kare to account loss hone ke jada chance hote hai.
        jee han bhai jan is work me nuqsan sirf un logo ko he hota hai jo log is work ko sekhty nahi hai or is work me enter hojaty hain or galt trader lga dety hain simple bat ahi apko agar kisi chez me experience naih hoga to ap ko wo work loss he dega like that
           
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: gulistan khan
          i think marey kahyail say jha tak ma jhanta ho foraex par kam kareny say hume boat fida hota hai or khabe khabe loos tora boat ho jhata hai wasay to foraex say acha koi bizunees nai hai ..........
          je han bhia jan ap ki baat thik hai hume is work se sirf los he naih hota hai or loss to kabhi kabhi hota hai wo recover hojta hai is me koi issue nahi hai apko is work ko karny k leay pehly study karni hoti hai taky ap ko is work me ak acha expeirene ho or ap ak achi income earn kren
           
          • #35 Collapse

            Ais main munafa bhi he aur loss bhi. it depend on you agr apk pass experience he aur ap deal ko handle krna jante ho to munafa he munafa lakin agr ap new ho aur abhi experience bhi ni liya to phr loss k chances ais liy practice is must for new ta k experience ho aur munafa he munafa ho.
            • #36 Collapse

              yeh tu depand karta ai kay ap is kay bary main kia janty ho or is ka kitna istamal karty ho phir tu ap ko is main profit ziada ho ga or nuksan kam ho ga bus itni si bat hai dear.
              • #37 Collapse

                forex trading me aapko agar forex trading karana aata hai to kabhi loss nahi hota hai par agar aapko forex tradingkarananahi aata hai aur bhi aapkoforex trad karana hai to aapko loss hi hota ahai is liye agar aapkoforex trading me profit karana hai to aapko hamesha demo trad katraan chaiye tabhi aapko experence milta hai forex tradme
                • #38 Collapse

                  forex trading se humhe zaida profit hota ha ager hum experienced han,forex trading me jitna zaida experience ho ga utna he zaida profit ho ga,or loss kam ho ga,ager begair experience k trading karen to loss k chances zaida hote han.
                  • #39 Collapse

                    dear ya depend krta hn ap ky experience pr ap ky pass kitna experience or knowledge hn .ap apny mind ko kb or kasy use krty hn .forex trading is a risky business .jaha ap ko profit hota hn waha ap ko loss bi ho skta hn but ap market ka analysis kr ky pir apni trade open kry .
                    • #40 Collapse

                      dear forex trading business hy or har business me profit ziada hota hy or loss kam hota hy forex me bhe profit ziada hota hy tab hi to har koi forex trading karta hy or bht ziada popular business ici liay bana hy q k ic me bht profit earn hota hy forex me uc ko hi ziada loss hota hy jis k pas forex ka knowledge or experience ni hota hy
                      • #41 Collapse

                        forex trading say hamesha he profit nahi hota hai ye baat such hai k yaha pay hame loss b hota hai so hame yaha pay is kaam ko seekh lena chahye ta k hame yaha pay kaam kark faida ho sake.
                        • #42 Collapse

                          assalam u alikum dekhain bhai jan bat yai k forex main profit loss dono hotai hainn hum forrx ko agar samjh k kam karain gai to loss kum hoga hamain agar profit chaye to us k lyai mahnat bht hai demo account main practice bht hai tab ja k sila milaiga..
                          • #43 Collapse

                            forex trading ager better planning se ki jaye is mai apko thora expperience ajaye phr apke loss hone ek chances buhat hi kamm reh jate hai bas apka kaam yahan total focus hai forex perr phr loss se buch sakte hai
                            • #44 Collapse

                              Apni apni practice aur experience ki baat hoti ha ke hum forex ko kese le rahe ha agar hum forex trading me hardworking aur aqalmandi se kam kare gaye to hum munafa kamye ga warna nuqsan
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex trading ma lossless and profits both have equal chance .if you work good then you will earn a good amount of money but if you can not work better then you will go in losses .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X