Any body explain about currency pair!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Any body explain about currency pair!
    Assalamo alikum my all dear members. Mera ap say sawal ha k currency pair kia hota ha currency pair main for example USD/JPY US dollar vs Japanese Yen main pehli currency say kia muraad ha aur 2nd say kia murad ha. Please explain with example.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jee main to khud new hun waisy USD to international hay aur referrence currency bhi hay to mere khayal main jab ham USD/JPY trade karty hein to ham ne USD kay badly JPY yen lay ya bech diye hin..
    THKS
    • #3 Collapse

      Pyare dosto Main B Pak forex forum mein Naya Hoon waise Mera idea hai kya Dollar 1 International currency hai aur Har kisam Ki trading dollar mein hai ki Jati Hai baad mein hum dollar ko sale or purchase kar sakte hain Phir Chahe Woh Pakistani rupee mein ho ya Kisi bhi Kishan ki aur currency mein
      • #4 Collapse

        Dear forex trading mn currencies ka business hota ha r ye business currency pairs ki shakal mn hota ha.is mn aik currency ko doosri currency k muqably mn sell ya buy kia jata ha. Usd/jpy aik pair ha.is mn usd basic currency ha jis ko hm jpy k muqably mn sell ya buy karty hn.ye business isi tarah pairs mn hi hota ha.
        • #5 Collapse

          G dear ap ny bhot achi information share ki hai new members k liye. Usd or jpy aik pairs hai ji aik dosry k muqably mai tread kiya jata hai aj kal currency ki movement b bhot achi ja rahi hai or dosry pair k muqably mai currency bhot acha profit dy k jati hai.
          • #6 Collapse

            Dear, jasa her country ka apas ma relationship hota hain aur wo import aur export krta hain es thra en ke currencies b use hoti hain . Jasa usdjpy ha agr usd ka strong ho raha ha to jpy ka pair down ho jaya ga aur agr jpy strong ho raha ha to usd week ho jaya ga es thra ya currency pair move krta hain.
            • #7 Collapse

              yes dears. jaisa k har country k appas main relationship hota hain or wo import or export karta hain es he tarhan en ki currencies b use hoti hain. jaisa euro/usd ka pair hota usd/jpy ka hota hai ka strong ho raha ha to jpy ka pair down ho jaye ga or agar jpy strong ho raha ho to usd week ho jaye ga es tarhan ye currency pair move karta hain.
              • #8 Collapse

                intesnational busness dollar mn hota hy aur currancy pais ka matlab hy k koi bhi currncy uska dollar k mukably mn kea rate hy kisi ka kam hota hy aur kisi ka zyada rozana metal ki tarah currancy ki bhi khareed o farokhat hoti hy
                • #9 Collapse

                  dear agar ap ne mt4 mai market watch ko dekha ho to aus mai tamam currencies pairs mai show hoti hai agar hum kisi bhi pair ko buy karty hai to phli currency ko hum buy karty hai aor aus k muqably mai dosri currency ko sale karty hai aisy hi agar sale karty hai to matlab phli currency ko sale karty hai.
                  • #10 Collapse

                    Bhaai aap sub logon ki tips aik doosray se milti julti hain aur taqreeban sab ne same kaha hai aur theek bhi kaha hai aur mein aap logon se mutafiq hoon dollar aik main currency hai aur jitni bhi trading world mein ho rahi hai uss mein ye currency refference kay tour per istemal hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Dear kisi ko thora bahut jo bhi knowledge ha currency pair k baray plz share kr day . Mujhay abi tak yeh decide nai ho raha k kis currency pair say trading start kru
                         
                      • #12 Collapse

                        bhai curecny pair hamesha do hongey me gbpusd ko defien kr deta hn jese gbp british ka hn aur oske verse pr usd means jo us ka hn agr british strong hoga to gbpusd oper gae ga aur us oper gae ga to gbp down gae ga :)
                        • #13 Collapse

                          Mera khayal ha USD basic currency ha forex trading main. Koi bhi currency pair ho i think USD har currency k sath hota ha.. Jesa k aj kal gold down aya hua ha to uski basic reason ha USD mehnga hua ga. So any body have more idea please explain
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            main ny tamaam logon k comments parhy hain lekin ya to unhon ny apki post ko parha nhi ya samjha nhi ,dear currency pairs mein aik basic currency hoti hy aur doosri qoute currency aur koi bhi new trade sell ya buy basic currency py kia jata hy for example EUR/USD k pair mein EUR basic currency ho gi aur USD qoute currency

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X