trades hamaisha us doller main he hoti hay ya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trades hamaisha us doller main he hoti hay ya?
    dera main aap sab say puchna chahta hoon k trades hamaisha us doller main he hoti hay other curriencies main bhi kr saktay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading me apko bohat sari option available hoti hain balky na sirf curruncy balky ap aur chezon py bhi trading ker sakty hain jaisa k gold silver oil waghaira waghaira bohat sary loog US $ se related pairs py trade kerty hain laikin pairs me bohat se aur pairs bhi hain ap unpy bhi trading ker sakty hain
    • #3 Collapse

      dear jaha tak baat hai k agar hum koi account open karty hai to aus mai ye hota hai k hum ko aus buy ya sell karty hai to earning $ mai show hoti hai magar jaha tak baat hai trades ki to wo jis pair mai hum kaam karty hai waha ausi currency mai kaam hota hai jis mai ap trading kar rahy hoty hai.
      • #4 Collapse

        Dear ap ny bilkul theek kaha hai bhot sy log currency sy treading karty hai jis mai dollar shamil hai laken zaruri nai k ap just currency mai he treading kary bhot sy dosry pairs b shamil hai jis jesy oil gold silver wagera wagera.un sy trading kar k b ap kafi axhi earning kar sakty hai.
        • #5 Collapse

          Nahi forex trading main aap kay broker per depend karta hai kay wo aap ko knsy currency per trading ka option daita hai. Waisay jab account open ho ra hota hai to us waqat aap jo bhi currency select karain gay wohi aap ki trading currency ho gi. Usi main aap ka profit or loss ho ga
          • #6 Collapse

            dear app ney shaid ghor se market ke pairs ko dekha naehn hai trading main USD ke ilawa bahot sari cruncies hoti hai jin main app trading kar sakte hain aur is ke ilawa ap gold aur silver main bhi trading kar sakte hain aur oil bhi hai aur ab to bitcoine bhi trading keliy open hai
            • #7 Collapse

              nahe g dear aisa nahe hota k ham serf dollar main he trading karian q k ham is ka alawa b differnt currency main trading kar skty hai agr hamara broker us ko support karta ho to. per ham yahan per bonus ka through trading karty hai is lai in ka bonus dollar main hota hai to is lai hamra profit b dollar and dealing dollar main hoty hai .
              • #8 Collapse

                dear app apni marzi ki currency be chose kar sakty hey, agar app US dollar ki jaga EUR currency ko chose karen gey to ka account balance EUR me hi hoga.
                • #9 Collapse

                  bahi sab US dollar asal min international currency hone kay sath sath reference currency bhi hay so ham jab bhi koi trade karty hein to is ka matlab hota hay kay ham ne USD kay badly koi aur currency lay li hay ya bach di hay..
                  THKS
                  • #10 Collapse

                    G bhai Forex mein trading US dollar Mein hi hoti hai Kyunki Dollar 1 International currency hai aur isco Har kisam k trading mein bahut jyada importance Hasil hai or Mera tamaam seniors se Sawal hai kya Hum trading ki currency Kaise change karte hain
                    • #11 Collapse

                      g trading na sirf dollars per bhi hoti hai or zaida ter dollar per hi hotu haoi agr aap senior hain es field mai to aap gold mai bhi trading kr skty hain es k elawa aap oil ,metal or dosri chezon per bhi trading kr skty hain, sb sy behtr trading dollars or gold oer hai...
                      • #12 Collapse

                        bhai koi ni just us dollar pr trade ni hoti hn lekin zyada tr market jo hn vo american time means ke 5.30 se shuru hoti hn jisse market me major pair move krtey hn jese ke usdjpy aur gold is treeqey se :)
                        • #13 Collapse

                          international trading dollar mn hi hoti hy chahy wo online busness ho ya real marke ya stock exchange.trade mn daily currancy metal and all other products ki khareed o farokhat hoti hy.dollar ki qeemat ka taeyun us mulk k zar mubadla k hisab se kea jata he
                          • #14 Collapse

                            Gee haan bhai jaan trades hameesha us dollars mein hi hoti hain kyun kay dollar aik refference currency hai aur world mein jahan jahan bhi trading ho rahi hai wahan wahan dollar hi use ho raha hai kyun kay iss waqt world mein dollar har taraf istemal ho raha hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nai hum forex trading ma us dollars k ilawa aur bhi boht si currencies kmojod hay jin par ap trading kar sakty hay aur trading ma gold and silver and crude oil par bhi ap trading kar sakty hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X