agir hum robot lgaty hain vps bhi lgana chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agir hum robot lgaty hain vps bhi lgana chaye
    agir hum robot lgaty hain to sath vps lgana zrori hota hai ? and mujy yah btaye k vps ko lgana zrori hota hai agir hum nahi lgaty to kua hmara robot kam nahi kry ga auto trading nahi hogi hmary account Man
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nahi bhai, ya zarori nai ha zada ter log robot ka sth volume ko use krta hain q ka robot work volume base per krta ha es liya volume best ha. Aur agr ap vps lagana chata hain to wo apki mrzi wasa zarori nai ha.
    • #3 Collapse

      dear jaha tak baat hai k vps ki to ais ko aj tak mainy use ni kia aor na hi mainy robort use kia hai kun k mai khud hi trading karta hu aor mera apna jaha se trade mai enter hony ka dil hota hai waha se hi enter hota hu aj tak mainy to robort use kia ni hai jo ap ko ais k bary mai guide kar doun.
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading main aap ko rebort lagana parta hai agar aap rebort lagain gay to ap ko vps bhi lagana paray ga forex trading main jab aap vps purchase kartay hain to us kay bad aap rebort lagain to aap ki trades main slipage nahi kay ga kiun kay kuch rebort slipage ni daitay
        • #5 Collapse

          Bhai jee mera to mashwara hay kay ap vps ya robot main na hi parain to acha hay is se ap ka bonus zaya ho ga aur capital ko nuqsan bhi ho ga is liye apny mind se trade lagaya karin aur achi si strategy apnain jis se loss kay chances minimum hon..
          THKS
          • #6 Collapse

            Bhai jan hume robot se door rehna chaiye ye hanre liye bohat muskilyat pida krta hai hume is main experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business hai
            • #7 Collapse

              koi tool lagany se behtar hy ap manual trading karen apko zyada profit mily ga agar time nhe hy to tp estamal kar manual se apko market analysis ka bahtar andaza ho jata hy
              • #8 Collapse

                dear robot use karny key ley VPS ki zarorat nahi hoti hay, robot auto work karta hay or app key orders place or close hoty rehty hey es me VPS nahi lagaya ja sakta hay.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                  agir hum robot lgaty hain to sath vps lgana zrori hota hai ? and mujy yah btaye k vps ko lgana zrori hota hai agir hum nahi lgaty to kua hmara robot kam nahi kry ga auto trading nahi hogi hmary account Man
                  Bhai Main to manually trading karta hoon main robot trading Kabhi Nahi Ki isliye Mujhe robot training ke baare mein information bhi nahi hai aur na I'm a robot trading co sport Karta Hoon
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Hi Mera Toh Yeh Khayal Hai Ke Robot ke sath VPS Lagana zarori nahi hota Kyun K robot aapke autotrading kar raha Hota Hai Jis Se aap ke order place for close Hote Rehte Hain lekin sabse Zyada beta trading manual trading hi hai
                    • #11 Collapse

                      Bhai meine kabhi robot kabhi use tou nahin kye aur na hi vps aur mein inn kay baray mein kuch zayada nahin janta aur agar trading hi karni hai tou phir aap ko inn cheezoun kay peeche nahin parna chahyeaaur simply apni trading hi karni chahyea
                      • #12 Collapse

                        Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main achi trading kay liay fast net vps ka hona zarori hai jo news trading kay waqat kam ati hai. Or robort bhi isi per lagana chiay ta kay trading kay waqat trades excute hoti rahain
                        • #13 Collapse

                          dear robot trading wo log kar sakte hain jin ka account main balance ziyada hota hai .hum log jo forum se bonus lekar trading karte hain hum robot ki kese use kar sakte hain kiun ke balance kam hone ki wajah se agar trade app ke mukhalif chali jay to bahot jald margin call aajati hai
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hashir444 پيغام ديکھيے
                            dear robot trading wo log kar sakte hain jin ka account main balance ziyada hota hai .hum log jo forum se bonus lekar trading karte hain hum robot ki kese use kar sakte hain kiun ke balance kam hone ki wajah se agar trade app ke mukhalif chali jay to bahot jald margin call aajati hai
                            bhai aap ki bat to thek hai agir hum robot use krna chahty hai to hmary account Man ktna balance hona chaye or hum ko is k sath ktni pear pr robot lgana chaye or kis lot sy use krna chaye
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              je haan zahir si baat hay robot auto trade karta hay esko on rakhnay kay lye vps set krna parray ga takay ap ka laptop PC off bhi ho tou vps pey ap ka robot work karta rahay robot ko har time online rakhna parrta hay
                              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                              PLEASE VISIT HERE

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X