common mistkes in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    common mistkes in forex trading
    Dear memers forex trading ma analysis ki bina entry nhi kren
    Maximum lot size select na kren order lowest size ka place kren
    Trend follow kren
    Economic calendar daily read kren aor follow kren
    Take profit stop loss zaror set kren
    Aor sub members apni common mistakes share kren thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ans

    Forex trading mein humari mistakes ko crust krny ke lye humein loss hota haia aghr hum smj jayein tu hamra apna faida hot hai aghtr na smjein tu loss hi humein hota hai is lye mistakes repeat nhi kreim
    • #3 Collapse

      i think forex trading mein apko kahi bar profit bhi ho jata hai kisi mistakes ki wajH se lekan humein us mistakes ko new strategy smjna nhi chahiye blke us ko mistale smjna chahiye
      • #4 Collapse

        forex may humari sb se bari misteks ye hoti hai hay jb hum bht lalach karty hay aur loss karty hay ya market ko bagyr samjhy work karty hay jis ki waja se humay loss uthana parta hay
         
        • #5 Collapse

          Dear ap ny bht achi r common mistakes hmn batai hn k agr hn ye mistakes na karein to hm aik achy trader ban sakty hn r achi earning kar sakty hn.bari lot na lagayein,trend ko follow karein.calender check karty rahein.etc.ye sb common batein hn mgr bht mufeed hn .
          • #6 Collapse

            Ap ny bhot achi information share ki hai ye bhot commen mistake hai jo hmary loss ka sabeb banti gai es k elawa ye bat b hmy note karni chaye k bhot zayada lot b aik tym py nai lgani chaye kun k movement ka pata nai chalta agar loss mai aik sath tread chali jaye to hmara account b wash ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Dear bro ap ny bahut achi tips share ki hain.. yeh new traders k liye kafi faida mand sabit hon gi.. forex trading main kamyabi k liye un sari tips ko follow karna zaruri hai..agar ap in ko follow karty hain to ap forex trading main acha profit earn kar sakty hain aur kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Aslam o alikoum dear aap ke bat teak hai forex trade main mistake jab hoti hai jab aap market ka teak say analysis nhe krty aur es tarhan market aap kay against ho jati hai
                • #9 Collapse

                  Bilkul dear mn apki bat sy agree hn ap ny bht achi batein share ki hn.hamesha trading sy pehly market ka analysis karein r phir trade open karein, choti lot lagayein,greed sy door rahein .ye wo chand common bateiin hn jin pr amal kia jaye to ap kamiab ho sakty hn.
                  • #10 Collapse

                    dear han every month hamy loss common mistakes kar key hi hota hay, es me hamari greed or trading me jald bazi or sath me ham take pofit or stop loss be select nahi karty jes ki waja se har month hamy loss face karna pard jata hay.
                    • #11 Collapse

                      Bhai is business main hum se mistake ho jati hai ur hume apni mistake ko lazmi fallow krna chaiye ye hamre liye sab se acha business hai hum is main bohat ku h hasil kr sakte hein
                      • #12 Collapse

                        sir forex ma aek hi bhari mistakes ha or jo har koi krta ha wo ha lalach qk ham jatna jaldi earning krna chaty ha to hamay uthna hi jaldi loss bhi ho jata ha islay forex ma agar apnay is ches ko nai kia to ma apko yakeen say kha sakta ho k apko loss nai ho ga or apko aek ches kaho ga k apko hamsha satrt ma trade k waqt apko lots size kam rakhni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Members forex trading aik fun hai is ma apko bht zeyada aqal mandi sy kam lena hota hai trading ma koi bhi mistake bjt zeyada loss dy skti hai is leay apko forex trading ma apni har strategy ko pehly demo ma test krna chye
                          Acha kaam achy daam
                          • #14 Collapse

                            dear agar hum ais market mai kaam karty hai to hum wohi ghaltin karty hai jo ais mai hum roz karty hai loss karty hoye agar hum ais mai kaam karty hai to hum ye ni dekhty k hum ne ais mai loss kun kia hai aor ais mai kaam kaisy kaam karna hai agar hum ais mai apni ghaltian dekh ley to loss ni kary gay hum ais market mai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han ne biklkul theek kaha hum analaysis k bager trading nai karni cahiay end market ko sahi se samjhna cahiay agr humary aynalises achay ho gay tbi hum achi trading kar sakay gay aur kisi b mistake se bach sakty hay
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X