Fariday ko gold main zada movement hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fariday ko gold main zada movement hoti hai
    Bhai main ap se ye pochna chahta hun k fariday ko gold main zada movement hoti hai ya nai kia hume fariday ko gold main trading krni chaiye fariday ko market main kafi change a jata hai ise hume profit be hota hai ur lose be
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai , gold ma zada move hoti ha q ka friday ko trader ke try hoti ha ka wo zada sa zada trade close kren aur Monday ko fresh trade ma enter hn es liya jb order close hota hain to usd per asar perta ha aur gold ke move be taz hoti ha .
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
      Bhai main ap se ye pochna chahta hun k fariday ko gold main zada movement hoti hai ya nai kia hume fariday ko gold main trading krni chaiye fariday ko market main kafi change a jata hai ise hume profit be hota hai ur lose be
      Ji Bhai mujhe bhi Lagta Hai K Ferrari Mein gold bete Jaise movement hoti hai kal bhi Maine Dekha Hai K gold me Teji se movement hui thi aur gold Kafi Neeche chala gaya tha
      • #4 Collapse

        sir forex ma friday ko kabhi kabhi to market gold ki bhot fast move krti ha agar apnay koi bhi trade lagai ha gold ma to koi gold market opposite move kr jati ha to apko 100$ ka easily loss bhi ho sakta ha islay forex ma friday ma gold ma trading kam krni chahiye takay apko uska faida ho or ap aek achi earning bhi kr saky
        • #5 Collapse

          G dear fariday hamre liye bohat important hota ha is din market kafi zada movement krti hai jis ki waja se hum zad profit hasil kr sakte hein is main experience k sath kam krna chaiye
          • #6 Collapse

            yes dear asal mai ye hai k Friday ko market close ho jati hai kun k ais mai log ais liay zayda trading karty hai kun k ais mai weekend se phly trading zayda hoti hai kun k ais mai normal aik trend mai moment hoti hai to ais mai profit banana asan hota hai to ais mai trading karna best hai ais liay log ais mai zayda kaam karty hai.
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai friday ko gold ki market mein bahut tezzi aa jati hai kyun kay friday kay baad market dou din kay lye close ho jati hai aur iss din trader bahut zayada business kartay hai iss lye iss ki movement bhi bahut tezz ho jati hai
              • #8 Collapse

                aksar analyst se yehi suna hai ke Friday ko trading karntay hoay thora ehtiat karni chahie kiunke is din market ghair mutaqe tor par high volatility ke sath move karti hai aur ham kisi baray loss ka samna kar saktay hain. Lekin mere tajurba yeh hai ke is din koi pair aik trend pakar leta hai aur agar hamain us trend ka sahee andaza ho jaey tu ham achi khasi raqam kama saktay hain siraf aik din ke andar.
                • #9 Collapse

                  Bahut se traders se yes sunne mein Aaya Hai Kya Friday ko bahut hey care se trading karna chahiye Kyunki Friday ko market mein movement bahut jyada hoti hai aur trading up down hone ka koi idea nahi rehta
                  • #10 Collapse

                    Friday KO market itna bari movement latu bus us point se thora girti hai ya upper chali jati hai is mein apko zaida faida nhi hota kahi logon KO bahot zaida loss ho jata hair aur kahi logon KO bahot zaida profit hota hai
                    • #11 Collapse

                      Bahi Friday ko gold bahot zaida movement krta hai lekan is din humein trading nhi krni kiyon apko uska koi faida nhi hota apko news ki strategy best hai woh follow krein us PR apko movement ka pta chal jaye ga
                      • #12 Collapse

                        G bhai apka khayal bilkul thik hai k Friday ko Gold mai ziada movement hoti hai. Gold kia her chiz ki movement ziada hoti hai. Friday kion k closing day hota hai. is liye her trader ki koshish hoti hai k wo ziada se ziada trading kery. Gold main invest kerny se pehly apko chahiye k pehly is ka trend dekh lain ye na ho k apko bohat ziada nuqsan ho jaye. Ager ap ne sahi andaza laga lia to ap ne jitna aik week main kamaya hai utna ap aik din mai kama lain gy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          yes jub friday ko maarkeet closing day hota hay aur har ik curriency ko fast movement karna hoti hay q k us ko apna level and targets complete karna hota hay isi tarha gold ko bhi same position main jana hota hay gold ki movement waisay bhi fast hoti hay other currencies ki nisbat so friday ko gold pay trades barray dhayan say karna hoti hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X