1st deposit 1st day man loss ho jay to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1st deposit 1st day man loss ho jay to
    bhai bohat sy asy trader hain jo 1st time deposit krty hain to 1st day man he loss ho jata hai is ki kua waja hai or agir aap k sath Asia ho to aap kua kron gy agir aap phli bar deposit krin or 1st trade man he aap ka sara deposit loss ho jay to...
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear koi baat ni agar ap ne deposit karwaya hai aor ap ko phly hi din agar loss ho jaye to ap ko pareshan hony ki zarort ni hai kun k achy trader bhi ho to aun k bhi stop loss hit hoty hai ais liay ap ko pareshan hony ki zarort ni hai agar loss hoa hai to.
    • #3 Collapse

      laws of Monday ko hota hai jo market Mein expert nahi hota hai kaam nahi karta hai kaam ko yahan se samajhta nahi hai agar aap us din nuksaan kar Jaate Hain toh isme aap ki hai apni Galti Hai kya aapne usko samjha nahi hai
      • #4 Collapse

        Bhai agar aap ka fist deposit first trade mein hi loss kar jata hai tou phir aap ko new deposit karna parta hai ya phir bonus ka intezar aur agar bonus loss kar gaya hay tou aap ko new trade laganay kay baad pahele purana bonus recover karna paray ga
        • #5 Collapse

          dear agar 1st deposit me hi loss ho jaye to app ko koshish karni chaye key expernice hasil kar key agian deposit kar key trading start karen es se trading ka result acha mily ga.
          • #6 Collapse

            sir agar ham forex ma dakh kr or soch samaj kar trade lagaty ha to ham loss say bhi bach sakty ha ham begar nmarket dakay trade laga dety ha lakin hamay asa nai krna chahiye hamay market ko dakha chahiye or main ches apko apna balance dakhna chahiye k katna ha uskay bad apko trade lagani chahiye jis say apko profit bhi ho ga or loss bhi kam ho ga
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
              dear koi baat ni agar ap ne deposit karwaya hai aor ap ko phly hi din agar loss ho jaye to ap ko pareshan hony ki zarort ni hai kun k achy trader bhi ho to aun k bhi stop loss hit hoty hai ais liay ap ko pareshan hony ki zarort ni hai agar loss hoa hai to.
              jo trader ak he din man loss krty hain mujy to yah lgta hai on k pass experience nahi hota kun k agir money management k sath trading krin to loss hota bhi hai to all lose to nhi ho skta or hum ko sath stop loss bhi to lgana chaye
               
              • #8 Collapse

                dear ap nay bahut he achi baat kahi hay aksar log aisa he krtay hain yeh sab greed ki wajha say hota hay isi liye he to moneymanagement k rools pay zor dia jata hay k hamain apni invest k hisaab say order laina chaye agar hamain lose bhi ho jaye to hamara account wash na ho thora bahut he lose ho baad main ham recovery lain sakain.
                • #9 Collapse

                  bhai akasar log jb first time apny account main deposit karwaty hain tw meray khaayal sy un ko loss is liyay ho jata ha k wo kisi achi trade ka wait nahe karty wo yeh sochty hain yr mainy aj account main money deposit karwai ha tw koe trade lgaow is chakar main aksar log loss kha jatay hain
                  • #10 Collapse

                    Bhai loss and profit to business ka hisa hy agar firat rime he loss ho jy to koi masla nai next pehly sy achi koahish karni chaye ta k ap ko loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Forex trading kay start mai ziada tar loss he hota hai . aur ziada tar kamyab traders iss baat say waqif hain ke start mai loss say ghabrana nai chaye. strat mai loss over excitement aur lack of market knowledge ke waja say ho jata hai . iss ky new trader ager choty lot size kay sath trade karin tu in ko kam capital waste ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Ager bhai loss ho gaya hy to ghabraeen nahien balky mazeed market ko samjhny ki koshish kry and demo practice bhi jari rakhey trading start ma thoori difficult lagti hy ais liye demo ko as a real account consider kry and kam sy kam krny ki koshish kry loss ko and apni ghaltion sy seekhay na ky ghabraieen
                        • #13 Collapse

                          Bahi aghr ap achy trader gain tu sub se pehly apko demo account PR practice krni chahiye apko thread open krny ka shouq hai lekan ap Khud bhi anal KIA krein taqe apko loss bhi na ho aur trade safe rhy
                          • #14 Collapse

                            hallo may dear freind umeed hi kay ap nay forex ko acha business wala forex paya bahi ager ap ak dinn ma passy jama karwaty hu to ap ko asi din loss hu jay to as ka matlb hi kay ap nay yanh pa achay sa parectice nai ki jis ki waja say ap loss kah rahi hu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Asi soorat haal amooman asay traders ke saath paish ati hai jo first time trading kar rahay hotay hain aur wo pehlie hi trade main loss face kar bethte hain. Lekin mera khayal hai ke ab instaforex pe pak forum walon ne jo leverage ki 1:50 ki limit lagai hai us ki waja se ab aik hi trade main sara loss nahi ho sakta kiunke is low leverage ke saath itna high lot size nahi open ho sakta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X