Usd kyun zyadav use hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usd kyun zyadav use hota ha
    Dear ap ny note kia hoga k zyada currency pairs mn usd hota r hmn profit b usd yani $ mn hi milta ha.mn aj ap ko is ki chand reasons bataun ga.
    Doller America ki currency ha r America ki maeeshat dunia ki sb sy bari maeeshat ha.
    Tamam countries apny reserves dollers mn rakhty hn.
    Ameriaca ka siasi nizam sb sy zyada strong ha.
    America ki sb sy bari foji taqat ha.
    Tamam countries ki tijarat dollars mn hoti ha.
    Islye dollars ki importance zyada ha.
    Thnx
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee dear main b kisi had tek ap k nezrie se agree kerta hoon k Forex main dollar is lie ziada use hota hay k ye aik international currency hay aur world main losses aur profits ka hisab isi currency main kia jata hay kuink USD America ki currency hay aur ye world ki aik bari Force hay.
    • #3 Collapse

      Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..g mery khyal main ap bilkul sahi kh rahy ha aysa ho skta ha ap nay boht achy information di ha aynda bi achy achy information send kia kray kafi malomat mil jati ha
      • #4 Collapse

        Bilkul dear ap ny thik kaha k American dollar bht zyada use hota ha forex mn us ki waja yahi ha k maximum trading dollars mn hoti ha.r America ki foji taqat b zyada ha .uski maeeshat b strong ha.isi waja sy dollar zyada chalta ha.
        • #5 Collapse

          dear jaisy ap ne pocha hai k usd kun sab se zayda use hota hai to ye aik majopr currency hai aor ais mai sab se zayda kaam kia jata hai kun k ais k sath jitny bhi pair banty hai aun mai spread kam hota hai ais liay ais mai zayda kaam kia jata hai.
          • #6 Collapse

            Bhai , usd ke ek major pair ha . Zada ter Market ma usd pair per trade kiya jata q ka es ma spread kam hota ha aur high volitity pair ha .es liya log zada ter trade krta hain.
            • #7 Collapse

              usd bohat zyada famous currency hay america ki currency hay sab sey zyada puri duniya mei dollar har jaga acceptable hay ap kisi bhi jaga jay dollar ko sab log he use kartay hain
              • #8 Collapse

                Dearnjis country ki economy strong ho gi hamesha uss ki currency bhi strong ho gi aur poori duniya mein ussi country ki currency per karobar hota hai aur america aik economy kay lehaz se mazboot mulk hai iss lye dollar bhi strong hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear all Forex trading forum men US dollar is liye istemal kya jata hai Kyunki yeah bahut mazboot economy wale Mulk ki currency hai aur dollar International currency bhi kaha jata hai or takriban her level par trading dollar mein hey ki Jati Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X