What is automatic reboot and most costly rebort
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is automatic reboot and most costly rebort
    Dear aaj main aap ko aik bot he costly automatic rebort kay barain main bataon ga jis ka one month ka rent 10000usd hai.
    Or aap ko minimum investment is main 5000 dollar chiay
    Or is rebort ko bober kay name say jana jata hai.
    Or achi rating hai aap ko overall profit hi ho ga.
    Guys aap ka kia khial hai is rebort kay barain main
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear rebort ki rating to kafi zada hai hamain agar trading nahi ati to hamain chiay kay rebort purchase kar lain hamaray pass agar investment bot zada hai to phir hamain chiay kay phir aik rebort purchase kar kay install kar laina chiay to good hai
    • #3 Collapse

      dear auto robot trading system bahot zeyda costly be hota hay or app ko ye be guaranty nahi deta key app ko 100% profit de ga be ya nahi, auto robot trading app ko bahot zeyda loss be de sakta hay.
      • #4 Collapse

        dear bahot sary log hai jo robort use karty hai trading k liay ais mai simple ye hota hai k ais mai data feed hota hai ye aus k hisab se ap ki trade laga deta hai aor aus mai profit aor loss karta hai magar ais par banda trust ni kar sakta.
        • #5 Collapse

          Agar haam loog robot ko ise kryen gay is k hisab say apna time or apna capital waste kryen gay tu is ka hamen koi faida nahi ha market may apna time or apna capital waste krnay say kuch b hasil nahi ho ga hamery account say
          • #6 Collapse

            mai chon k new commer hun es field mai so mjy robot k uses ka koi idea nhi but dosron k coments ko dakhty hoye ye idea howa hai k robort es field mai aik achi invention hai but es k liye big amou nt ki zrort hoti hai agr aap k pas aik acha amount hai to robort ki madad sy trading start ker skty hai or aik achi investment hasil kr skty hain but wo log kia krain jin k start aik choti amount sy hota hai wo kia krain aik achi income k liye ?
            • #7 Collapse

              Brother, robot market ma use hota hain en ke accuracy itni zada nai hoti . Hamasha ek bat yad rakhain market her indicator ko chala rahi ha na ka indicator market ko chala raha hain es liya indicator hint data hain ka market ab buy ha ya sell. Aur en ke accuracy 80% ha .
              • #8 Collapse

                kuch Expert advisor wakai acha kam karte hain aur app keliy wo automatically trading karte hain aur app keliy profit earn karte hain magar wo bahot ziyada costly hote hain aur unko her month main payment karni parte hai aur is keliy apka account balance bhi ziylada hona chahey to is se behtr hain ap menually trade karen to acha hai
                • #9 Collapse

                  dears reboot se tradingnsai karni cahiay kiu k us se automatic trading hoti hy jis ki waja se humay boht lossb ho sakta hay is liay humay reboot trading k liay use nai karna cahiy balkay khud market watch kar k tradeslagani cahihay
                  • #10 Collapse

                    main to is baray main ywhi kahn ga ka chonka ham low level investment krty hain ye ham nae kr sakty q ka 100% surety nai ka frofit hi ho ga agar esa ho to sab krty
                    • #11 Collapse

                      Dearnyeh tou bahut hi costly robot hai aur iss ki rating bhi bahut ouper hai aur iss kay lye investment bhi bahut zayadabkarni parti hai agar koi iss ko affordnkarnsakta hai tou lae lae aur istemal kar lay lakin hum issi afford nahin kar saktay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Bhai bat to apki theek hy k agr trading nahi ati to hum robort purchase kr len eski rating b bohat achi hy but hum ek to etni zeada investment nahi kr skte low level pe trading bohat km amount pe start kr k hum robort afford nahi kr skte hme manual trading seekhni chaheay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X