Forex trading good or may be full day trend changing moments

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading good or may be full day trend changing moments
    Dear forex trading main kafi lod forex ki timing ki waja say preshan hain forex trading main
    Five biggest forex market hain or jin kay timming opening closing aap ko bta daiata hun.
    Lakin pakistan main trading fast tab hoti hai jab uk sesion close hona hota hai or usa session open ho ra hota hai. Jo sham 5 say 730 ka time hai ye kafi important hota hai.
    Pics five largest forex market
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bilkul kafi traders ye sochty hn k m kis time trading karn ta k movement fast ho.is Schules sy hmn dekh krni chahyei.pakistan k time k hisan subah10 k bad thori tezi ana start ho jati ha r sham ko 6 sy 9 tk movement kafi fast hoti ha.in times mn hm achi earning kr sakty hn.
    • #3 Collapse

      Forex trading ka aap ne jo chart daikhaia hai wo sahe show kia hai hamain chiay kay ham jab bhi trading karain agar big news hain market main to tab trading technical indicators per na karain kiun kay loss ho ga or timing session bhi kafi important hotay hain
      • #4 Collapse

        g han app ki information bahot hi useful hay forum me market time bahot hi imported hoti hey USA market session jab open ho jati hay to bahot hi fast moment karti hey esy time me hamy trading me bahot soch samaj kar trading karni chaye.
        • #5 Collapse

          Jee dear ap bilcul correct kehtay hain aur main b is se agree hoon k Forex ki five big markets hain jeb wo open hoti hain to market ki speed achi hoti hay aur hum is time per he trading ker k acha profit earn ker sektay hain but is main tension ki to koi bat ni hay.
          • #6 Collapse

            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..g ap nay boht achi ingormation di ha hmay timeing ka pta hona boht zrori ha kyu k jab market tyz hoti ha to hmay tab soch smj kay trading krni chahye aur isy trha mzeed achy information share krtay rahy
            • #7 Collapse

              yes dear ap ne jo pic share ki hai aus mai market mai jo sessions open close hoty hai aun ka time table dia gia hai Pakistan k hisab se hum ko ye pata hona chaye k ais time kon sa session chal raha hai aor aus mai kitni moment ho sakti hai ta k badna aus hisab se kaam kary.
              • #8 Collapse

                bahi apki thrwad bahot hi best hai forex trading mein humeinarlet ki timing ke mutabuq chalna chahiye taqe time acha ho tu profit bhi us waqt axha ho loss na ho trade apni krein tu best hai
                • #9 Collapse

                  Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai kay jis waqt UK ki market open hoti hai yani sham 5 bajay uss waqt market bahut tezzi se move karti hai aur ye movement up ya down dono taraf hoti hai aur ye movement 3 ghantay tak rehti hai
                  • #10 Collapse

                    Bhai jan ap ny achi information share ke hy and ap ny kafi mehnat ke hy lakin mera khayal hy hamen market timing sy preshan nai hona chaye kiun ka is sy market ke movement pa koi farq nai parta
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G bhai jan maine bht c logo ko dekha wo pochtay hain kia times hotay hain market kay open aur close kay - Aur yeh market pay impact bhi karta hay - Hmn as a forex trader market ki sari basics ka pata hona chahye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X