tarqet in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Planning sey trading krni chaheye aur trading sey pehlay profit aur loss ka aik target set krna chaheye aur phir usi hisab sey lots ka size rakhna chaheye. Agar aap baghair kisi target key trading main enter ho jayen to aap yeh decide nahi kar payen gey keh kitney profit aur loss key bad trading sey out hona hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Yes of course aap ne sahi kaha kiun kay aksar log aisa kartay hain kay apnay capital kay hisab say aik bari trade laga daitay hain jis main un ka capital risk per char jata hay of trade sahe tor per lagti nahi hai jis ki waja say aap kay lo kay trading sahe nahi ho gi or loss zada ho ga
      • #318 Collapse

        is main apna target utna hi rakhna ho ga jitna hamain is main experience hasil hai aur knowldge ho ga tab hi hum achi planing kar skay gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k earn ho
        • #319 Collapse

          is main hamain apna target utna hi rakhna ho ga jitna hamain experience hasil hai aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi it is best
          • #320 Collapse

            traders ko is business main isi tara say teek target say kaam ko krna hota hai jis kay liay in kay pass ye moka milna kafi zada zarori hai sath main isi tara say teek planning say kaam ko krna humy moka daita hai kaam say earning ka
            I LOVE PAK FORUM
            • #321 Collapse

              agar hum forex trading target set kar kay karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay bs humay esmain lalach nahi karni chahey kyun keh lalach kay chakar main loss he hota hay
              • #322 Collapse

                trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur profit hasil ho saky
                • #323 Collapse

                  Is post k ooper main yehi kahoo ga k ap ko chahiy k forex trading k doran stop loss aur tp lazmu lagao is main ap jo bi stop loss ya tp lagaty ho wohi apka targt hota hy apny account ko daikhty hovy
                  • #324 Collapse

                    g bhai ap ny sahi bat hai forex main jub hum trading karty hain tu hmain market k trend ka tu pta chal jata hai magr jub hum apna capital set klarty hain tu wahan hum se misatkes ho jati hai tu bahtar yahi hai k hmain es main achi trha apny targhet ko set kar lena chahye or es main hmain apna capital ko set karty wakt apny bonus ko dekh lena chahye or kbhi bhi apna capital zyda nahi lgana chahye
                    • #325 Collapse

                      zahir bat hai bhai jab ap market mein ata hain tab ap ko is ka money mangment rule ko follow karna hota hai jab ap is mein us ko follow kar lta hain tab ap ko is mein loss ni hota hai ap ko money mangment karna chyiya us sa ap ko kafi fayda hoga .
                      • #326 Collapse

                        sir baat ya ha kay forex ma agar ap tarding krty ha to apko apna aek target set krna chahiye qk usay apko pta chal jata ha kay ham tarding kasay krty ha or hamay profit kasay ho sakta ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye takay apko forex ma loss nai ho saky or ap aek achi earning kr saky
                        • #327 Collapse

                          is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein aur experience hasil kar k hi hum run karein aur is k sary rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tba hi hum achi trade karein gay aur market main kam karny k kabil hon gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur trend ko use karny main bi asani ho skay ig
                          • #328 Collapse

                            bhi gi ma aap ko aik planing say kam karna ho ga iss aap ko take profit or stop loss ka istamal karna hoga iss ma aap ko ye faid ho ga ke aap ko iss ma acha profit b mil jaye ga or agar market aap ky khilif b ge to aap ko iss ma loss be kam hoga
                            • #329 Collapse

                              Forex trading mein target set kartay waqt 2 batain samnay rakhna chahiye. 1 to target realistic hona chahiye, ap $100 k account par $10000 nahi kama saktay, 2 target achieve karnay kay liye method konsa use ho? Agar big lot size use kartay huay target achieve karnay ki try karain gy to yaqeenan loss hoga, is liye hamesha small ya average lot size ka intikhab karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                G haan mere khayal main sab se best aur bahot acha profit dene wala jo pair hai wo hai gold is main bahot hi acha trade hota hai aur ye bahot hi acha profit deta hai is main lot 0.01 se zayda ki lot kabhi na lagain aur is pe kaam karne k liye apke pass kam se kam $100 hone cahye air kam karne k liye dosre trads ko band kar den

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X