pc vs laptop

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    bhai laptop to pc sy asha he hai agir hum ko khin jana bhi ho to hum apna laptop sath sy ja skty hain is man yah hum only trading k luy use nahi krty hum ko is pr or bhi bohat kam hoty hai agir only trading k luy use krna ho to woh hum mobile pr bhi kr skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      mery khial main forex trading k liy sab sy acha to aik Android mobile home kio k ap Agar safr main ho ta kaheen bi ho to ap aasani sy forex trading main trading kr sakty ho Na bijli ka der jany ka aur Na hi koi sath ly jany ka masla ap jahan kaheen bi jao ap aasani sy mobile sy forex trading kr sakty ho aur main NY baht ziada logo sy suna k wo mobile ko baht ziada tarjee dety hain trading k liy
      • #798 Collapse

        PC pey mai ye samajhta hun kay insaan ko aik limited place pe beth kay trading krni parrti hay magar Laptop ka faida hay jahan ap comfort feel kro ap laptop pe trading wahan kar sakaty ho dusra ye kay Laptop charging hoti hay light ka bhi issue nahe hota
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #799 Collapse

          G han forex trading main trading k liy sab sy acha option mery khial main mobile ka hy k ap jab bi forex trading main trading kro to mobile use kro aur koi bi annaylsis kro to ap laptop p annaylsis kro tab ap forex trading main kamyab raho gy
          • #800 Collapse

            Yes laptop pc ki nisbat acha hota hy kyo k es ko aik jaga sy dosri jaga asani sy muntaqil kar sakty hain aur jahan hamen comfort feel ho wahan beth k trading kar sakty hain aur agar light chali jaye achanak toh charging sy kam chala sakty hain es liye laptop hi acha hy
            • #801 Collapse

              g han yah abt tu ap ny sahi ki hai main bhi apna kam ;laptp par he karta hun es k liye aik he jagah par bethna nahi parhat hai hum jahan comfertable hun wahen kam kar skty hain or eassy way hota hai yah
              • #802 Collapse

                markt main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur lptop zaida best qn k is main off light main bi kam kar sakty hain ye chrge ho ga is ko use kar sakty hain aur pc main tou light ho gi tab hi hum is ko use kar skaty hain aur is main ye issues bi aa jty hain so hamain is main mind say kam lena ho ga
                • #803 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                  hm pc p ek hi jaga beth ke kam kr skte hai aur laptop mein har jaga aur aram se rest krte waqt bhi use kr skte hai lait k aram se tu pc se acha laptop hai forex mein use krne ke liye
                  Assalamu alaikum bhai jaan PC or laptop mein koi Itna Jyada farak nahi hai lekin sabse Jyada Pite Hai Ke Hum apne mobile se trade Kare wo Hamare liye Jyada beta hota hai na ke PC ya laptop se
                  • #804 Collapse

                    is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur market main trend ko use kar k hi hum real main perform karein gay aur lptop par bi trade kar sakty hain aur market main earning kar sakty hain ta k los skam ho saky ga
                    • #805 Collapse

                      g bhai hum trading pc ya laptop per b kar sakta hai basicaly depend hum per karta hai lekin agr dekha jaye tw hum pc per ziyada behtr tarekay say kar sakte hai kiu k pc per humay analysis karne mai b asani hoti hai or dosri baat ye k hum ache say samj kar pc per trading kar sakte hai maine mobile per b trading ki hai but us mai mje kuch samj nhe hai or hum markets k chart ko b thek say samj nhe sakte hai loss he hota hai is waja say pc say way hai humare liye
                      • #806 Collapse

                        Asslam o alaikom merya khiyal se to leptop ho ya pc agr ap relax mood me hon gay to dono pe kam kar saktya hai waisay me ziada tak kam mobile phone pe karti hon q ke muje aisa lagta hai us me light off honay ki tentuon nahi hai light na bi ho ap kaam kar sakray hai jab ke pc pe light ho tab hi or el jaga beth kar kam karna zara mushkil hai is liye pc or mobile best hai
                        • #807 Collapse

                          dear forex users laptop ho ya pc ho dono py work acha hojata hai orr balkay mai nai mobile py bhi kia uss py kaafi maza aya 3 chezon py behter trade ho jati hai issi liye hamain apny mind ko relax krke trade krni chahiye orr fazool ki sochen nahi sochni chahiye....
                          • #808 Collapse

                            is forex main plane kar k hi trade karni ho g chahy lptop ho ya pc is main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main planing akrein gay tab hi hum real main run karein ga aur rules ko follow karein gay tab hi hum achy say run karein gay aur market main profit hasil ho saky ga
                            • #809 Collapse

                              g hann laptop zayada best ha.hum apnay laptop ko jaha cahay lay ker ja sakty hai.kisi kay pas ja ker bi apni trading ko ker sakty hai.or to ab bhai laptop say zayada bahter mobile ha.jis ko ap jaha cahay calty phirty apni trade ko dakh sakty hai.or time anay per new trade laga bi sakty hai.or apni trade ko profit main close bi ker sakty hai..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                markt main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is main koi bi issue nai hai k hum ksii bi chez par device par trade kar sakty hain aur hamain is forx main hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid karein gay tab hamain is forx main bi fiada ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X