pc vs laptop

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    Bhae ap ki baat theek hai k forex ko ager pc ki bajey laptop pay kia jeay to pher hum us main araam say acha bonus bna sagain gay our lite chali bhe jati hai to trading ya posting disturbe nahe ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      es business main ap kuch b use kr sakty hain.ap laptop use kro ya ap pc use kro ya mobile.ap ka kam hona cahye bs.ap ko cahye k ap bonus bnao or us k bad ap trading kro yaha per.main khud laptop use krta hu or free time main posting krta hu or sath sath demo account b use krta hu.
      • #783 Collapse

        is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein aur mob par bi aur laptop par bi trade kar sakty hain aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur earning ho saky
        • #784 Collapse

          PC per trading kafi risky b ho jate hai . forex example ager light chali jiye tu trading per aur Forex market per nazar rakhna kafi mushkil ho jata hai . trading kay liye maire kahyal say b laptop he munasib ha.
             
          • #785 Collapse

            g bhai ap ny sahi kha hai laptop k benuifit zeyda hain pc k mukably main oski wjah yah hoti hai k hmain es main pc ki trha light jany ka khtra nahi hta or hum es ko lait kar bhi use kar ksty hain or es main batry hoti hai jis ki wjah se hmain light ka bhi masla nahi hota os main itni batry save hoti hai k hum os main pan kam kar ksty hain easily se se liye mera nbhi vote laoptop ko he hai
            • #786 Collapse

              bhai mei to pc ko supoort ni karta q k is mein jab lite chali gye tab ham kiya karin ga sari post na save ho sakin ga is liya ap kaliya laptop best hai ap leptop sa trading karin or is ko kahe bhe kesi bhe jga par la kar ja kar use bhe kar skta hain ap ko is mein koe tensihon ni hoge.
              • #787 Collapse

                is main hum laptop par bi kam kar sakty hain aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is main hamain koi issue nai hai is main hum ksii par hi kam kar k sucess hon gay aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tba hi hum achi trade kar k run karein gay
                • #788 Collapse

                  Forex trading tu dono per he ke ja sakti hai chaiye app kay pass PC ho ya phir laptop iss say koi khas faraq nai parhta hi trading per lakin Pakistan kay hisab say jahan per bohot he ziada loadshedding hoti hai laptop he behtar rehta hai Forex trading kay liye
                     
                  • #789 Collapse

                    ma aap sa agree karta ho is ma ya be fiad ha kay jab light na to be hum is ma kaam kar sakty ha agr hum kahe jana cahaty ho our humany apna kaam be karna ha to hum laptop ko saht lay kar ja sakty ha
                    • #790 Collapse

                      sir forex ma agar apnay trading krni ha to apko laptop pay krni chahiye uska faida ya ha kay ham laptop ko kahi bhi lay ja sakty ha or ham us pay trade bhi laga sakty ha qk agar ham pc pay trade krty waha pay bhi best ha lakin agar apnay trade lagai or light chali gai or market fast move kr rhi ho to apko loss bhi ho sakta ha
                      • #791 Collapse

                        Mere khayal main mobile sab se best hai is main pc ya leptop pe ap aik kahs jaga pe hi kaam kar sakte hain laikin agar ap mobile pe kaam karen to is main ap kahin bhi safer main ghar ya ghar se bahir kaam kar sakte hain aur apki nazaer har waqt apke trade pe rahe gi aur apko kisi qisem ki problem nahin ho gi
                        • #792 Collapse

                          Gee Bhai ham forex trading k liay pc aor lap top 2no use krty hain 2no mn aik disarray k use mn kuch positive point bhe hain jis trah ager ham pc sy forex trading krty hain tu pc ko ham use krny k liay aik jaga py he use kr sukty hain, pc ko use krty hoy hamen light ka na hona ka bhe darr hota hai light na honey ki vjha sy ham trading k sath touch ni rah sukty, asi trah pc k faidy bhe hain k pc sy ham posting jaldi kr laity hain, pc sy ham chart ko achi trah smjh sukty hain q k pc ki screen bar I hoti hai asi trah lap top ham kahan bhe lay k ja sukty hain aor apnea kam kr sukty hain aor laptop mn charging ki bhe facility hoti hai k light na honey ki sorat mn ham 2, 3hours trading kr sukty hain as liay mery khayal mn laptop ziada acha has pc ki nisbat aor laptop aik advance chez hai pc sy as liay laptop best hai
                          • #793 Collapse

                            I like laptop more than PC laptop par kaam karna mujhe jyada achha lagta hai laptop par jab kaam karti hoon toh bahut zyada comfortable feel Karti Hoon aur PC par kaam karte waqt comfortable feel nahi karti mujhe lagta hai achha laptop par kaam karna
                             
                            • #794 Collapse

                              Maire kahayal say forex trading kay liye laptop he best option hai . Pc per aik jagha baith kar kaam karna kafi mushkil ho jata hai . iss liye laptop Forex trading kay liye kafi munasib hai . iss kay sath sath load shedding kay season mai b laptop PC say bohot behtar rehta hai .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                wesy to dono he achy hy jis pay hum kaam ker sakty hy liken ager facilities ky hisab say deekhy to laptop is best ais sy app kahien bhi kam ker sakty hy and ais say app ko bound ho ker aik he jaga nahien bethna parta and pc ma app ko bound bhi hona plarta hy and age electricity ka masla ho jaye tab bhi problem face krna per sakta hy ais liye lap top is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X