pc vs laptop
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    laptop k ya fida ha k hum is ko kahi b la ja saktay ha or is per kahi b bhat kar kam kar saktay yha but ager pc ho to hum bound ho jatay ha or hum zayda dar kam nahi kar saktay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jeee ap na sai bola q ka li8 kabi hoti hai to kabi nai hoti or pc pr ak jaga pr kam krna prta hai or laptop mai aram sai kam kr sakta hai hum jaha pr jaha waha la ja kr apna kam kr sakta hai is sai hum ko krta waqat maza a aha ga or hamare dil b hoga trading krna ka.
      • #48 Collapse

        g ha mary khayal sa ja thak majanta hu ka huma pv vs lapetop sa kraya jay to dion he acha ha koi zada y kam naia ha..................
        • #49 Collapse

          Baheyo wasay to ham is orum par computer par b or laptop dono par he kam kar saktay hain . or trading b kar saktay hain . lakin ham laptop agar use karain to us main hamain ya faida ha kay ham har jagha . is par kam kar saktay hain or . jis time chhain kar saktay hain .
          • #50 Collapse

            agar to hum log pc or lap top ka mukabla kra to hmara lia har lihaz sa lap top hi bhtar ha keo ka hum log laptop ka zaria sa kisi bhi jga pa ja ka trade or post wagara kar sakta ha is ma jga ki pabandi nhi ha is ka ilawa pc elactricity pa chalta ha jab ka lap[top battery pa jis ki wja sa agar trade karta hua li8 chali bhi jy to aap ka lia koe prablem nhi hta .
            • #51 Collapse

              Yes laptop is better than that of computer because pc cause fatigue during our working in forex. Laptop ko kahin bhi ly jaya jaa sakta hai or is sy kuch rest bhi mil jata hai aur person kaafi dair tak kaam ker sakta hai.
              • #52 Collapse

                i think pc and laptop both are sufficient for traders that works very well and helps a lot in submiting every kind of trade we have to understand these is when people always make good choices of trade to make good money of trades
                • #53 Collapse

                  apka sawal acha hai aise loptop ka acha faida hai insan is se aram se bth kar kahin easy ho kar trade kr skta ha lekin pc per 1 hhi jaga kam karna parta ha isliye loptp best ha meri nazar mein toooooooooo
                  • #54 Collapse

                    ap n sehe kaha laptop pr kaam easy hota hai beth beth kr bht thak jaty hain aap laptop pr beth kr easily kaam kr skty ho
                    • #55 Collapse

                      PC aone waqt ke bht ache invention hai magar ab bht ache new invention aachuke hain PC hum sirf ek jagah pe he use kar sakte hain magar laptop hum jahan chahen le ke ja sakte hain or laptop se kaam bht asani se or kaam time hoo ta hai.....
                      • #56 Collapse

                        pc aur laptop main koi farq nhi hai ek jga ya different jga rest krna etc i dont think so, kam jisne krna hai usne mobile per bhi kr lena hai
                        • #57 Collapse

                          ji haan theek kaha hai apne forex trading k liye pc se bahter laptop hai qk agr ham ak hi jaga bethe rahte hain to aksar ham thak jate hain laptop ki madad se ham kahin bhi kabhi bhi kaam kar sakte hain or is mai light ki pareshani bhi nahi hoti hai...
                           
                          • #58 Collapse

                            Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main pc pay kam agar aap kartay hain to aap ko aik jaga beth kar kaam karna parta hay aur laptop aik portable device hay usay kahen use kia ja sakta hay is leye laptop zeda behtar hay
                            • #59 Collapse

                              ASSALAM O ALEIKUM hmmmm bhai mere mere khayal se to pc sab se best hai trading krne k lye qk ap pc pe kaam krne ki wjah se aik jaga lag kr kaam krte hain jab k agr hum laptop pe kaam kren to hum idhar udhar dosre kaamon me lag jate hain to hum sahi trah se kaam nh kr pate
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Aap ki baat theek hai PC se laptop acha hai mai laptop hi use karta hun is ek faida to ye hai aap ise apne saath rukh sakte hai aur kisi bhi time use kar sakte hai 2nd point ye hai k PC k keyboard itna acha nahi hota jub k laptop ka keyboard bohat soft hota hai jis se aap ki typing k speed tezz hoti hai aur aap kaam jaldi jaldi kar sakte hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X