pc vs laptop
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    asalam o alaikum dear friendz ager posting kerni ho to pc thek rehta hai jab k ager ap ne trading kerni ho to ap k lie laptop he best rehta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      mere khayal se tu laptop best ha trading k ley, q ka agr tu hum EVO ya mobile internet use karty hain apny laptop per tu hamen light k chaly jany per ya jagha dabdeel karny per koy issue nai hoga,,hum ba asaani tarde ko jari rakh sakty hain.
      • #618 Collapse

        Yeh to mujhe nahi pata brother.. ke kia ziada acxha hy wese dono hi important hein because forex home base job hy or home mein to computer hi set reh sakta hy.. gher mein beth ker pc pe kaam kerne ka ziada maza hy because laptop pc jesa maza nahi aat
        • #619 Collapse

          forex trading main kaam kartay waqt aap chahain to aap apna kaam leptop pay karrain ya ap apnay pc pay iss main koe herj nhe hay ap kar saktay ho
          • #620 Collapse

            Both are good for trade, but laptop is greater, if you then this can also a UPS with a pc and it will be good for you, but laptops can give you some specifics such as the portability that can really you your transactions from anywhere can do, where you are.
            • #621 Collapse

              ji han ap n sahih kaha hy keh forex trading main agr ap k pass laptop hy to yeh kafi behter hy isy ap kisi bhi jagah ly ja sakty hain aur ap easly kam kr sakty hain aur light jane ki surat main bhi apko yeh faida hy keh ap 2 sy 3 ghanty aram sy kam kr lety hain.
              • #622 Collapse

                of course laptop ke ziyada faidy hain bjay is ke k app PC use karen mgar dono per ap kam kar sakte hain is se kam main kisi bhi qisim ka koi harj nahen hota hai per laptop ap her time apne sath kahen bhi le ja sakte hain aur apni trade moniter kar sakte hain
                • #623 Collapse

                  dear don oka he apni apni jaga par bohat faida hota hai lakin mare khyal se laptop ka zayada faida hai kyu k agar light na bhe ho to hum us main apni trade ko open kar sakty hain....
                  • #624 Collapse

                    jb main na posting krni ho to main zaida pc he use krta hu kiu k us py kaam thek lagta hai mujhy or jb main na trading krni hoti hai to main laptop pr krta hu kiu k is sy mujhy ya faida hota hai k agr light b chali jay to mein apni trading jari rakh sakta hu
                    • #625 Collapse

                      forex main tarding karni k liay ham mobile par bhi trading kar saktay hain.is k liay computer hona zaroori nahin hai.both par ho sakty hai
                      • #626 Collapse

                        Asalaam o alaikum without any kind of doubt k forex trading mein laptop behtar hai but ye trader k uper b hota hai k wo pc par hi chlana pasand karta hai wo aafored b karta hai laptop lena ya uske paas agar hai to mera khayaal se laptop hi behtar hai taake light off mein b trade karsaken aap .
                        • #627 Collapse

                          baat ya ha k forex main koi zorrari nahi ha k PC pa kaam karo ya ap laptop pa kaam karo forex main ap kisi big cheez ko use Karl k kaam Kar sakty hain ap mobile pa bi kaam kar sakty hain lakin mera jahan takk khyal ha ap ko uc pa kaam karna chaia jic pa araam saa air achy treeky sa relax ho k kaam Karl sakty hun ICC liya forex pa koi zorrari nahi ha k ap laptop pa hi kaam karo
                          • #628 Collapse

                            jee han bilkul ap ne sahi kaha forex trading business ap chahy pc py karain ya laptop py aj kal pakistan mai load shading ka bht masla hai is liy lapto or mobile par trading best hai jis pr kamm kr k ap begair waqat zaya kiy ap acha earn kr skty hain.
                            • #629 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                              hm pc p ek hi jaga beth ke kam kr skte hai aur laptop mein har jaga aur aram se rest krte waqt bhi use kr skte hai lait k aram se tu pc se acha laptop hai forex mein use krne ke liye
                              hum forex ma hum ak pc sa ya ak laptop sa hum ak he account sa open kar ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma hum hud ager ak pc ya ak computer sa ko account ko login kar ta ha or is ma loss ho ta ha or is sa hum ko is ma loss ho ta ha or is ma hum ko loss ho ka or is sa hum ko phir sa point ko bana kar is ma trade kar ta ha or is ma trade kar ta ha or is mam eran kar ta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                for the trading who want to work in the trading i do not think so that is metter that they are using the pc or the laptop because they have to start the work and then they are working in the trading so this is the good and also the reliable answer;.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X