running flat pattern in Elliot wave
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    running flat pattern in Elliot wave
    Assalamualaikum respected members of Pakistan forex forum main apko is thread me Elliot wave pattern k running flates k bary me bataon ga is main hota ye k jab wave three complete ho jati hybto wave 4 k liye price correction start kar deti hy aur is ki different sortain ho sakti hain jin main most important running flate hy isko kuch log channel b kehty hain jab is pattern me macd zero line ko cross kar ly to ap wahan entry lga sakty hain
    Thanks for letting me encourage
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai , flag pattern ke he zada accuracy wala pattern ha ya continue ko show krta ha agr Elliot wave ma ya show krta ha ua wave continue ha .aur es ka breakout ka wait krna hota ha.
    • #3 Collapse

      dear ap ne jo post ki hai bahot hi achi hai agar ap ne jo kuch ais mai samjhya hai agar ais k sath pic bhi share kar dety to aus mai mazeed asani ho jati kun k kuch traders aisy hai jo abi ais market mai new hai aor aun ko atna ni pata to aun k liay bhi asani ho jati.
      • #4 Collapse

        Dear bahut achi post ki hai ap ne mujhy is se pehly is pattren k bary mein pata nahi tha lekin sath agar ap example k liye koi pics share kar dety tu bahut asani hoti samjhny mein kekin phir bhi acha knowledge shre kiya ha ap ne
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear aap ka bahut bahut shukaria aap kay analysis bahut achay hain aur aap ne bahut achi tarah brief kia hai aur iss se new comers aur juniors ko bahut faida ho ga aur aap se guzarish hai kay issi tarah aap apna experience share kartay raha karain

          اب آن لائن

          Working...
          X