lot difference?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot difference?
    Mera question ye ha ha jab ham trade lagare hn tu aksar ye dekha gia ha k trader trade lagatr waqt kai aik hi trade mn kai lots lagata ha ,agr wo aik hi hi trade pa mukhtalif lot ki tradr laga raha ha tu un lots mn difference kitna hona chahie???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir baat ya ha kay forex ma agar ham kasi bhi currency pay trade lagaty ha to wo hamry pay depend krta ha k ham katnay lot size rakhty ha or agar ham lot size 0.01 ya 0.02 koi bhi ham laga sakty ha or ham alag alag bhi trade laga sakty ha islay forex ma apko dakh kr lots size lagani chahiye takay ap loss say bach saky
    • #3 Collapse

      Lot different forex trading main market lot difference kuch yun hai kay ham jab bhi trading kartay hain. To agar hamaray pass 1000usd hai to hamain chiay kay kay maximum 0.10 ki lot lagain is say ziada ki na lagain koi faida nahi
      • #4 Collapse

        lot different hoti hain trader ko account balance kay hisab sy lots ka use krna hay aor trader lots ka big use na karay trading main low risk lots ka use karay aor trader ko forex trading main experience sy trade krni hay aor trader ko trading main hard work krna hay aor trading main profit low risk trading krnay sy hota hay
        • #5 Collapse

          dear asl mai baat ye hai jab aik aik hi pair par sirf kaam kar rahy ho to aus mai ap ko ye dekhna parta hai k ap ne aus par phly kitni lots lagai hai aor aus mai ap ko kitna profit ya loss ho raha hai agar ap k account mai loss zayda ho raha ho to aus mai mazeed lot na lagye.
          • #6 Collapse

            Dear ye sb ap pr depend karta ha k ap aik waqt mn kitni lot lagaty ho r choti log lagaty ho ya bari.ap aik waqt mn zyada lots b laga sakty ho.r chahy jo b lot select kar len .behtar ha choti lot sy trading karein.
            • #7 Collapse

              Dear lot size money management main ata hai or risk level bhi hai hamain chiay kay ham trading insta forex kay sat karain or lot calculator bhi hota hai. Lakin forex trading main hamain 250 dollar per 0.03 ki lot gold per karni chaiay. Or sl bhi dain ta kay trade hamari na phasay
              • #8 Collapse

                Bhai aap ki marzi hai aap jitni lots lagain ye tou aap kay balance paay depend karta hai agar aap kay pas balance kam hai tou woh aap ka loss ho sakta hai aur agar zayada hai tou profit ho sakta haiaur iss mein lot difference ki koi limit nahin hai
                • #9 Collapse

                  Trading karte waqt hun jab bhi trade lagate hay tou lot size huna apni marzi se set karty hay ye humary khud pe depind karta hay aur humray account k capital par hota hay k aik currnsy par aik lat lagana hi best hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bhai lot basically 3 qisam k hoty hain, micro lot, mini lot and standard lot, micro=10cent, mini=1$ and standard =10$, agar aap k pass balance ziyada ho account main to standard lagao (lekin ye risky ziyada hota hy loss b ziyada hota hy aur profit B), balance km hy to mini ya micro hee tek hy...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X