Non form Pyarolls News (NFP) any best idea ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Non form Pyarolls News (NFP) any best idea ?
    mai ye puchna chahta hun kay jasa kay sab jantay hain ye news bohat effective hoti hay bohat important news hay koi achi strategy share karay? ess news se kasay faida liya jay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear, NFP ko usd ke sab sa zada bari fundamental release kaha jata ha aur market es ma bht zada move krti ha agr dakha jaya to market 300pips tak move kr jati ha aur zada jb ya news ani ho to ap usd ma trade nai kiya kren .
    • #3 Collapse

      is news se faida uthaane k liye ye karna ho ga

      lot size kam se kam hona chaye i.e 10 cents only
      news se 2/3 min pehle pending orders sell and buy dono open kar dain jo k market se 20 pips up and down ho
      20 cents ka hi sl rakh dain
      is tarah agar merkt aik taraf gai to kaafi bara profit ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Bhai aap ka sawal tou bahut acha hai lakin mujhay iss ka kuch zayada experience nahin hai aur aik bhai ne ye kaha hai kay jab yeh news hoon tou aap usd mein trade na lavain tou mein janana chahta hoon kay agar usd nahin tou phir kis mein trade laagain
        • #5 Collapse

          dear ais mai ye hai k jaisy hi market mai news aany ka time ho to ap aus mai 2 pending orders laga k choar dy aus se ye ho ga k market ap ka aik order autha ley gi aor ap ko aus par acha profit dy jaye gi kun k market bahot fast hoti hai aus time waisy to trade lagti ni hai.
          • #6 Collapse

            bahi saab ap ne boht achi baat kahi hay jab news aati hay to us time market boht variate karti hay jis se profit kay chances to hote hi hein loss kay chances bhi boht barh jatey hien is liye us time lagany waly orders ki lot size kam se kam rkahni chahiy..
            THKS
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bro ap ny bilkul thek kaha hai jb non form payrolls news release hoti hai to is ka market per bahut ziyada effect parta hai..market tezzi sy move karti hai.. is sy profit leny k liye humain chahye keh trade release hony sy pehly buy aur sell k pending order kar lain..aisa karny sy ap acha profit earn kar sakty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X