Mistakes to avoid for new member or beginners ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes to avoid for new member or beginners ??
    These or some points which i want to discus with you.

    1.The lack of experience
    2. Unrealistic expectations of gains
    3. The absence of a real trading plan
    4. Lack of discipline
    5. The inability to manage orders
    6. An excessive leverage
    7. Opening too many positions
    8. Hold losing positions too long
    9. Ignore the impact of spreads on trading
    10. Think about winning and forget to put in place a strategy of money managemen
    t
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji han main apki ray se poori tarah se agree karta hon per dear yeh jo baten apney kahi hain yeh to ek most experienced trader ki hain jo wo kafi arse ke experience se hasil kar sakta hai aur ek new trader bahot sari mistakes karta hai tab hi wo forex trading business ko learn karta hai
    • #3 Collapse

      G han bhai ap ne bilkul thke kaha hai ke new traders ko forex me aane se pehle forex ke bare me kafi experience hasil karna chahiye aur un ko demo account pe kam as kam 6 months to 1 years practice karni chahiye ta ke un ke loss ke chances kam se kam ho jayen aur un ko lalach se bhi door rehna chahiye.
      • #4 Collapse

        Dear brother aap nay sahi kah hay Kay hum agar aik kamyab trader bana chatien Hain tu aap ki batti howi khalition say back Kar he ban saktien Hain is lay hum in tumam mistake say bachana chaiey taan Kay hum ko acha profit be hasil ho sakay
        • #5 Collapse

          bhai jee boht shukria mashwary ka magr ye beginners kay liye to boht muskil ho ga ye experienced traders kay liy to fit hein beginner members kafi mistakes kart hein jin kay baar wo rafta rafta sekh jaty hein..
          THKS
          • #6 Collapse

            bohat achi baat share ki hay news traders ko chaiye wo inn sab ka khyal karay important baat ap ne kahi ky learning plus experience ye achi trading kay liye bohat he zyada matter karti hain
            :p Yes You Can Do :p
            Honesty + Sincerity = Prosperity
            • #7 Collapse

              Ge bhai aap ne experience show kartay huay bahut achi rai de hai aur mein bhi apnay juniors aur new comers ko yehi kahun ga kay agar aap ne trading start kar di hai tou phir iss ko time dain iss ko seekhain aur iss mein mehnat karin aur profit kamain na kay loss karain
              • #8 Collapse

                dear new traders or senior trading 2no ko hi mistakes ko avoid karna chaye, esi mistakes ko control karna chaye jes ki waja se loss ka dar ho.
                • #9 Collapse

                  Bahut he ala dear ap nay bahut achi information sb k sath share ki ha. Apki bat 99% thek ha. Me agree krta hun. Hmain chaeay k hum focus ho k trading ko seekhain aur yeh mistakes na krain. Nice dear
                   
                  • #10 Collapse

                    thank you very much bhai ap ny bhot achy points share kiyay hain jo bhai bh is business main new hain un ko chaiyay k wo trading main ye points lazmi apny zehan main rakhain is sy un ko kaafi benefit ho ga aur main bh next time inko apny zehan main rakh kr trade kru ga
                    • #11 Collapse

                      You are right ye kuxh comon mistakes hen jo new comer aksar karta hy hamen chaye ke ham in mistakes ko acoid karen ta ka achy trade ban saken
                      • #12 Collapse

                        Yes, dear jo new logo na join kiya ha us ko chaya ka wo phly forum ka rules and regulations ko study kr lain aur forex ko zada sa zada seekhain taka ek wqt aya ka wo acha trader ban jayaen.
                        • #13 Collapse

                          Ap sab logo ne bht e achi information share ki hen is se new members ko zaror faida hoga thanks to all.
                           
                          • #14 Collapse

                            Apne bilkul sahi kaha hy k agr hamen aik successful trader banna chahty han to phr hamen apni guzri hui mistakes se sabaq hasil krna chaey or is bat ka khas khiyal rakhna chaey k wo mistakes hum se dobara na hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Faisal767 nay jo points apni ic thread main highlight keay hain wo kafi common hain jo hum main say ziyada tar trader krtay hain so in mistake pay nazar rakhain aur apnay ap ko improve krain ta k hum aik achay trader bnain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X