Skrill account verification 4 steps
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skrill account verification 4 steps
    Dear aaj main new members forex trading main jo Pakistan forex forum kay zariay insta forex per affiliate hain. Un ko skrill account verification btaon ga.
    4 steps for skrill easy account verification.
    1) transfer fund from other skrill account member or bank upload or insta forex withdraw.
    2) skrill account bnatay waqat adress wohi likhay jis ka aap kay pass proof ho.
    3) skrill aap say apni selfi or id card ki pics live cam say lain
    4) location ka proof jo aap ne as a bank statement or electric bill kay zariay verify karwana ho ga.
    Or in sab kay bad aap easily apnay insta forex bonus account say profit withdraw kar sakain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki baat thek hay magar an Kal Skrill account ki verification main koi na koi masla arah hay yeh bohat he muskel say verfiy hota hay agar hum kusch be Kar lay bohat zyada error deta hay jis ki wajay say yeh sahi verify be nahin ho rah
    • #3 Collapse

      Dear ap ny bht achi information share ki ha jin logo ny account verify ni kia ha un k lye helpfull hogi.mn ny b apna account verify karwana ha r mn ab in bato pr amal karn ga.is mn aik bat bht important ha r wo ye k apna address same rakkhein id card pr r bank ya ksi r proof pr.
      • #4 Collapse

        G han bhai jan ap ne skrill account verification k bary sari detail theak btai ha live pic camra on kar k dyn aur id card ki live pics bana k upload karyn aur ye khayal rakhyn k jo last step ha verification ka jis mein adress verification hoti ha us p wohi adress hona chahye jo ap k id card p ha ap utility bill ya bank statement ya domicile dy sakty hain
        • #5 Collapse

          G bhai ap ne bohat hi achi post ki hai mera account pehle se verified hai kyun ke main ne card se aik transaction ki thi to mera account verify ho gea tha or ab main usi ko use karta hon.
          • #6 Collapse

            Bilkul dear ap ny account verify karny ka proceedure bataya ha,jo k bht achi information ha,hm ny apna foto live camera sy banani ha.r id card ki b dono side sy picture leni ha.r apni bank statement, visa card,license card ki attested shud photo sen karein.verify k baghair money withdrawl ki request na karein
            • #7 Collapse

              Bahi ap ki bat theak hai lake skrill ka ake issue hai jab ap withdrawal mobile wallet pr karta hain tu nai transfer kerta error likha ah jata hai skrill ko money withdrawal krana ka easy s easy sustem rakhna chaya agr asa ho jyaa tu kafi.accha ho jaya kiunnjazz cash account jab tk apna name pr nai hai tu withdrawal nai ho ga ya option kahtam honi cahya
              • #8 Collapse

                Dear aap ne bari tafseel se skrill account varification kabtareeqa bataya hai aur umeed hai jis jis ko pata nahin tha unn sub ko pata chal gaya ho ga aur mein bhi abhi issi process se guzar raha hoon aur abhi mazeed aik yani last step baqi hai
                • #9 Collapse

                  Dear aap ne mujay kafi sari information di. Pelay mera bhi skrill ka account verification nahi ho ra tha laikin phir main ne skrill account verification kay liay yehe 3 chezain upload ki to mera Acccount verify ho gia thanks bro.
                  • #10 Collapse

                    Thank you bahi sahib ap my skrill account ka verification ka acha tareeqa bataya hy is tarah hamen account verification k liye asani ho ge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G bhai apne bilkul sahi kaha hy q k skrill me ap bina verification k paise transfer to kr sakty han lakin phr skrill se nikalwa nhe sakty us k liay verification hona bht zaruri hy kun k agr skrill verified hoga tbi ap k more options show hongy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X